Yeh Chaar Din Bahaar Ke Lyrics, Singer & Song Details

Rukhsana 1955 album cover

Rukhsana 1955 Album Details

R C Talwar
Sajjad Hussain
Khumar Barabankvi
Kishore Kumar, Meena Kumari, Shammi, Kum Kum

album songs
Yeh Chaar Din Bahaar Ke
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Yeh Chaar Din Bahaar Ke Lyrics

Song Title = Yeh Chaar Din Bahaar Ke
Movie/album = Rukhsana (1955)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Khumar Barabankvi
Music Director = Sajjad Hussain
Director = R.C. Talwar

Mp3 Song Lyrics

((Ye chaar din bahaar ke
Hansi khushi guzaar ke
Bhula do zindagi ke gham
Bhula do zindagi ke gham
Bhula do zindagi ke gham
Nissaar tum pe dil meraa
Kategi zindagi sadaa
Tumhaare pyaa mein sanam
Bhulaa do zindagi ke gham
Bhulaa do zindagi ke gham

Khili huyi hai chaandni
Chhidi huyi hai raagini
Nazar nazar mein mastiyaan
Adaa adaa mein shokhiyaan
Hamen tumhaari justjoo
Tumhen hamaari aarzoo
Badhe ye pyaar din ba din
Bhulaa do zindagi ke gham
Bhulaa do zindagi ke gham

Tumhaare dil mein ham rahein
Hamaare dil mein tum raho
Kisi se apni daastaan
Na ham kahein na tum kaho
Zamaanaa chaahe kuchh kahe
Zafaa kare sitam kare
Judaa na honge tum se ham
Bhulaa do zindagi ke gham
Bhulaa do zindagi ke gham..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Chaar Din Bahaar Ke

Yeh Chaar Din Bahaar Ke is a song from Rukhsana 1955. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Khumar Barabankvi. Music information: Sajjad Hussain. Read the lyrics above and view the Rukhsana 1955 album song list for more songs and album details.