Yeh Badnaseeb Bachha Lyrics, Singer & Song Details

Pratibandh 1990 album cover

Pratibandh 1990 Album Details

Ravi Raja Pinisetty
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Chiranjeevi, Juhi Chawla, Rami Reddy, J V Somayajulu, Kulbhushan Kharbanda

album songs
Yeh Badnaseeb Bachha
Singer : Mohammed Aziz

Yeh Badnaseeb Bachha Lyrics

Song Title = Yeh Badnaseeb Bachcha
Movie/album = Pratibandh (1990)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Ravi Raja Pinisetty
Music Label = Tips Records

Mp3 Song Lyrics

((Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara
Itne bade jaha mein
Yeh ek be shahara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara
Itne bade jaha mein
Yeh ek be shahara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara

Bachapan se iss ke sar pe
Na baap ka hai saya
Na maa ne loriya dee
Na dudh hi pilaya
Pee pee ke apne aansu
Karta hai yeh gujara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara

Mujhko janam diya kyu
Be rahem zindagi ne
Kude ke dher mein kyu
Feka mujhe kisi ne
Daman pakad ke
Ek din puchhega yeh hamara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara

Kuch der ho na jaaye
Andher ho na jaaye
Ungali pakad le koi
Yeh kho na jaaye
Yeh bhul hai kisi ki
Yeh phul hai hamara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara
Itne bade jaha mein
Yeh ek be shahara
Yeh badnaseeb bachcha
Taqdeer ka hai mara.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Badnaseeb Bachha

Yeh Badnaseeb Bachha is a song from Pratibandh 1990. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Pratibandh 1990 album song list for more songs and album details.