Yeh Asmaan Yeh Zameen Remix Lyrics, Singer & Song Details

Aakhari Decision 2010 album cover

Aakhari Decision 2010 Album Details

Deepak Bandhu
Hanif Shaikh
Hanif Shaikh
Amar Sidhu, Anant Jog, Nagesh Bhonsle

album songs
Yeh Asmaan Yeh Zameen Remix
Singer : Hamza

Yeh Asmaan Yeh Zameen Remix Lyrics

Song Lyrics Title = Ye asmaan ye zameen (remix)
Song Lyrics Movie = Aakhari Decision (2010)
Singer(s)= Hamza
Music Director= Hanif Shaikh
Lyricist= Hanif Shaikh


mp3 songs

Yeh asmaan yeh zameen, tu basi hai har kahin
Yeh asmaan yeh zameen, tu basi hai har kahin
Tere bin mera jeena nahin
Tere bin kuch nahin, tere bin kuch nahin - 4 times

Suni suni raatein, balhayein teri yaadein
Kahan le chali mujhko deewangi
Suni suni raatein, balhayein teri yaadein
Kahan le chali mujhko deewangi
Tu ?shums? main kamar mein
Zameen pe reh guzar mein
Hai rehti wahan pe teri dilkashi
Ho na jaaun paagal, ho na jaaun paagal
Hai kaarvan phir bhi kami
Tu basi hai har kahin
Tere bin mera jeena nahin
Tere bin kuch nahin, tere bin kuch nahin - 4 times


Armaano mein basi hai, tu khwabon mein basi hai
Tu dikhti har jagah pe, tu kahan hai chupi
Hai doondhi duniya saari, ye zindagi guzari
Kahin te mile mujhko teri parchai
Ho gaya hoon ghayal, yaad aaye har pal
Main kahan tu kahin, aisi apni zindagi
Tere bin mera jeena nahin
Tere bin kuch nahin, tere bin kuch nahin - 4 times


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Asmaan Yeh Zameen Remix

Yeh Asmaan Yeh Zameen Remix is a song from Aakhari Decision 2010. It is sung by Hamza. Lyrics are credited to Hanif Shaikh. Music information: Hanif Shaikh. Read the lyrics above and view the Aakhari Decision 2010 album song list for more songs and album details.