Yeh Anjaan Raahein Lyrics, Singer & Song Details

Raakh Aur Chingari 1982 album cover

Raakh Aur Chingari 1982 Album Details

S U Saiyed
Ratandeep Hemraj
Taj Daar Taj
Vinod Mehra, Vidya Sinha, Anil Dhawan, Asha Sachdev

album songs
Yeh Anjaan Raahein
Singer : Mohammed Rafi

Yeh Anjaan Raahein Lyrics

Song Title = Yeh Anjaan Raahein
Movie/Album Raakh aur Chingari (1982)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Taj Daar Taj
Music Composer = Ratandeep Hemraj
Director = S U Saiyed

Mp3 Songs Lyrics

((Ye anjan raahen ye manzil parayi
Mujhe zindagi tu kaha leke aayi
Kaha leke aayi
Ye anjan raahen ye manzil parayi
Mujhe zindagi tu kaha leke aayi
Ye anjan raahen

Kismat ne wo thokar mari
Dil ka shisha tut gaya
Pyar ki mahfil raas na aayi
Yaar ka daman chut gaya
Kismat ne wo thokar mari
Dil ka shisha tut gaya
Pyar ki mahfil raas na aayi
Yaar ka daman chut gaya
Saya bankar saath chalegi
Jeewan bhar ye tanhayi
Ye anjan raahen ye manizl parayi
Mujhe zindagi tu kaha leke aayi
Ye anjan raahen

Aaj meri majbur wafa khud
Mere liye ilzam hui
Ruth gaye hai geet milan ke
Dard mein dubi sham hui
Aaj meri majbur wafa khud
Mere liye ilzam hui
Ruth gaye hai geet milan ke
Dard mein dubi sham hui
Jane kis din tutegi ab sanso ki ye shahnayi
Ye anjan raahen ye manzil parayi
Mujhe zindagi tu kaha leke aayi
Ye anjan raahen....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Anjaan Raahein

Yeh Anjaan Raahein is a song from Raakh Aur Chingari 1982. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Taj Daar Taj. Music information: Ratandeep Hemraj. Read the lyrics above and view the Raakh Aur Chingari 1982 album song list for more songs and album details.