Yeh Aap Ne Kya Keh Lyrics, Singer & Song Details

Khuda Kasam 1981 album cover

Khuda Kasam 1981 Album Details

Lekh Tandon
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Vinod Khanna, Tina Munim

album songs
Yeh Aap Ne Kya Keh
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle

Yeh Aap Ne Kya Keh Lyrics

Song Title = Yeh Aap Ne Kya Keh
Movie/Album = Khuda Kasam (1981)
Singer(s) = Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Music Director(s) = Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s) = Majrooh Sultanpuri

Mp3 Song Lyrics

((yeh aap ne kya keh diya -2
ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh) - (2)
aap ne kya keh diya

o o gajab aaj ki dhalati shaam hai - (2)
aise mein mujhe tumase kaam hai
pyaasi hu pyaare main dariya kinaare - (2)
abb toh mujhe teri lagi tu hi bujha kuchh kuchh kuchh kuchh
aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya

o chhodo bhi sanam jag ki baat ko - (2)
yahaan kaun aayega aadhi raat ko
najarein mila lo tamanna nikaalo - (2)
mujhe jo hai tujhe bhi ho wahin nasha kuchh kuchh kuchh kuchh
aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya
ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh
aap ne kya keh diya

o o o aa ai gulbadan behaka de mujhe - (2)
apane pyaar se mehaka de mujhe
aa ai hasina ke jab tak hai jina - (2)
maanu nahi jaanu nahi tere siwa kuchh kuchh kuchh kuchh
aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya
ke hone laga dil mein kuchh kuchh kuchh kuchh
aap ne kya keh diya, yeh aap ne kya keh diya ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yeh Aap Ne Kya Keh

Yeh Aap Ne Kya Keh is a song from Khuda Kasam 1981. It is sung by Mohammad Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Khuda Kasam 1981 album song list for more songs and album details.