Yeh Aakhri Alvida Lyrics, Singer & Song Details

Shootout At Lokhandwala 2007 album cover

Shootout At Lokhandwala 2007 Album Details

Apoorva Lakhia
None
None
Sanjay Dutt, Amitabh Bachchan, Arbaaz Khan, Sunil Shetty, Vivek Oberoi, Tusshar

album songs
Yeh Aakhri Alvida
Singer : Nikhil Channappa, Naved

Yeh Aakhri Alvida Lyrics

Song Title = Yeh Aakhri Alvida
Movie/album = Shootout at Lokhandwala (2007)
Singers = Nikhil Channappa, Naved

Mp3 Song Lyrics

((Dhadkane Khaamosh Hain, Kuch Kehti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho
Chaahate Aankhon Se Behti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho
Iss Dard Dil Mein, Dil Mein Rehne Do
Jo Khauf Hai Aankhon Se, Aankhon Se Kehne Do
Dukh Ki Nadi Chup Chaap Behne Do
Jo Kehna Hai Tum Dheere Se Keh Do
Yeh Aakhari Alvida Na Ho

Dhadkane Khaamosh Hain, Kuch Kehti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho

Sab Yaadein, Jo Baandhe The Bandhan
Kaajal, Bindiya, Haathon Mein Kangan
Mehki Rehti Thi Menhdi
Gaata Rehta Tha Saawan
Inn Yaadon Ko Sapno Mein Rehne Do
Yeh Aakhari Alvida Na Ho

Aakhari Alvida Na Ho
Dhadkane Khaamosh Hai, Kuch Kehti Nahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho
Chaahate Aankhon Se Behti Rahi
Yeh Aakhari Alvida Na Ho = (2) ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yeh Aakhri Alvida

Yeh Aakhri Alvida is a song from Shootout At Lokhandwala 2007. It is sung by Nikhil Channappa, Naved. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shootout At Lokhandwala 2007 album song list for more songs and album details.