Yeh Aaj Kya Ho Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Luck By Chance 2009 album cover

Luck By Chance 2009 Album Details

Zoya Akhtar
Shankar, Ehsaan
Javed Akhtar
Konkona Sen Sharma, Farhan Akhtar, Alyy Khan, Rishi Kapoor, Dimple Kapadia, Juhi

album songs
Yeh Aaj Kya Ho Gaya
Singer : Sunidhi Chauhan

Yeh Aaj Kya Ho Gaya Lyrics

Song Title = Yeh Aaj Kya Ho Gaya
Movie/Album = Luck by chance (2009)
Singer = Sunidhi Chauhan
Music Director = Shankar Ehsaan Loy
Lyricist =Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((?suraj meri khidki se jo hai jhankta
kirano ko jaise mil gaya hai rasta
hasti hui aa gai o o o
kamre me jitni nind thi sb ud gai
ummid jate jate vapas mud gai
laut aai hai phir yahi o o o
jane ye sab kya hai jo bhi hai naya sa hai
hairat me dil kho gaya ye aaj kya ho gaya

duniya hi badlane ko hai zindagi sawarne ko hai
jaane kyo ye mujhko hai laga lachki hai jo dil ki dali
kaliya ab hai khilne wali haule haule pas aa ke
dhime se gaye hawaye jane ye sab kya hai
jo bhi hai naya sa hai herat mei dil kho gaya
y aaj kya ho gaya sach bari bari ho rahe sab khwab hai
panchi udan bharne ko betab hai aankho me hai asmaa
o o o resham ke jaise narmi hai har bat me
ujle hai din aur chandni hai rat me
har lamha hai mehreba o o o
jaane ye sab kya hai jo bhi hai naya sa hai
herat me dil kho gaya ye aaj kya ho gaya..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yeh Aaj Kya Ho Gaya

Yeh Aaj Kya Ho Gaya is a song from Luck By Chance 2009. It is sung by Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Shankar, Ehsaan. Read the lyrics above and view the Luck By Chance 2009 album song list for more songs and album details.