Ye Zindagi Berang Thi Lyrics, Singer & Song Details

Kasak 2005 album cover

Kasak 2005 Album Details

Rajiv Babbar
Kreem M M
Sameer
Lucky Ali, Meera

album songs
Ye Zindagi Berang Thi
Singer : Lucky Ali, Sunidhi Chauhan

Ye Zindagi Berang Thi Lyrics

Song Title = Ye Zindagi Berang Thi
Movie/Album = Kasak (2005)
Singers = Lucky Ali, Sunidhi Chauhan
Music Director = Kreem M M
Lyrics = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Yeh zindagi berang thi tumne sajaya ise
Dekhe hasi khwabo ke pal rangin banaya ise
Aake tumhari baahon mein mujhe lagta hain duniya mil gayi
Yeh zindagi berang thi tumne sajaya ise
Dekhe hasi khwabo ke pal rangin banaya ise

Tum rubru baithi raho
Main tumko dekha karu
Tanhai mein tumse sanam
Main dil ki baatein kahu
Madhosh hain madhoshiya
Kehti hain ab khamoshiya
Na gumsum raho tum
Yeh khushnuma mehka sama
Tumne dikhaya ise
Dekhe hasi khwabo ke pal
Rangin banaya ise

Tum jo miley lamhe khile
Jeene ka matlab mila
Chalta rahe saari umar
Ye dilnashin silsila
Hmm in surmai zulfo tale
So jaao tum lagke gale
Bhula ke jaha ko, hotee hain kya
Darde sada tumne banaya ise
Dekhe hasi khwabo ke pal
Rangin banaya ise
Aake tumhari baahon mein mujhe lagta hain duniya mil gayi...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ye Zindagi Berang Thi

Ye Zindagi Berang Thi is a song from Kasak 2005. It is sung by Lucky Ali, Sunidhi Chauhan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Kreem M M. Read the lyrics above and view the Kasak 2005 album song list for more songs and album details.