Ye Raat Dhalne Lagi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Men Will Be Men 2011 album cover

Men Will Be Men 2011 Album Details

Gorky
None
None
Gaurav Chopra, Rohit Khurana, Zeenal Kamdar

album songs
Ye Raat Dhalne Lagi Hai
Singer : Meenal Jain

Ye Raat Dhalne Lagi Hai Lyrics

Song Title = Ye Raat Dhalne Lagi Hai
Movie/Album = Men Will Be Men 2011
Singer = Meenal Jain

Mp3 Song Lyrics

((ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai

karvat badal ke
machalne laghi hai
baahon mein teri ye
pighalne lagi hai
armaan ye jal jaane do

ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai

ye raat teri baaton mein
haule se ulajh jayegi
ye raat waadon se tere
sulajh jayegi
ye raat hai
ya hai nasha
ismein behek jaane do

ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
ye raat tanha
akeli baras jayegi
ye raat nazrein mili to
theher jayegi
ye raat hai
parda nashi
parde sarak jaane do

ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ye Raat Dhalne Lagi Hai

Ye Raat Dhalne Lagi Hai is a song from Men Will Be Men 2011. It is sung by Meenal Jain. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Men Will Be Men 2011 album song list for more songs and album details.