Ye Pyaar hai Unplugged Lyrics, Singer & Song Details

Content Removed album cover

Content Removed Album Details

Content Removed
Prakash Prabhakar
Faaiz Anwar
Content Removed

album songs
Ye Pyaar hai Unplugged
Singer : Supriya Pathak, Prakash

Ye Pyaar hai Unplugged Lyrics

Song Title = Ye Pyaar Hai (Unplugged)
Movie/album = Love Ke Funday (2016)
Singers = Supriya Pathak, Prakash Prabhakar
Song Lyricists = Faaiz Anwar
Music Director = Prakash Prabhakar
Director = Indervesh Yogee

Mp3 Song Lyrics

((Come on baby, you take me higher
You are my love, my desire..

Juda, juda si lag rahi ho
Kisi se nazare lad gayi kya
Ya ishq wali kuch balayein
Tumhare peeche pad gayi kya

Yah rang hai aashiqui chadta khumar hai
Yahi dil ka hai sookun yahi to karar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, pyar hai, pyar hai..
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai

Phool si teetaliyon ki tarah mein
To udne lagi..
Aasama se zamee aaj phir khul ke judne lagi
Muskurane ki ada bhi pehle itni katil kab thi
Bekhudi ki ye rawani tujhme samil pehle kab thi

Yah rang hai aashiqui chadta khumar hai
Yahi dil ka hai sookun yahi to karar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, pyar hai, pyar hai..
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai

Barf si pighali hai saanson mein
Dil machal ne laga..
Aankhon ne aankhon se kya kaha
Jism jalne laga..
Khoye khoye hosh tere dalte hai
Mujhpe jaddu badli badli lag rahi hai
Mujhko aaj teri khushboo..

Yah rang hai aashiqui chadta khumar hai
Yahi dil ka hai sookun yahi to karar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, pyar hai, pyar hai..
Ye pyaar hai, ye pyar hai
Ye pyaar hai, ye pyar hai.))

Posted By : {Soni Kumari}

About Ye Pyaar hai Unplugged

Ye Pyaar hai Unplugged is a song from Content Removed. It is sung by Supriya Pathak, Prakash. Lyrics are credited to Faaiz Anwar. Music information: Prakash Prabhakar. Read the lyrics above and view the Content Removed album song list for more songs and album details.