Ye Mere Ishq Ka Sila Lyrics, Singer & Song Details

Bewafaai 2005 album cover

Bewafaai 2005 Album Details

N/A
Nikhil, Vinay
None
N/A

album songs
Ye Mere Ishq Ka Sila
Singer : Agam Kumar Nigam

Ye Mere Ishq Ka Sila Lyrics

Song Title = Ye Mere Ishq Ka Sila Hai
Movie/album = Bewafaai (2005)
Singers = Agam Kumar Nigam
Song Lyricists = N/A
Music Director = Nikhil, Vinay
Music Label = T- Series

Mp3 Song Lyrics

((Yeh mere ishq ka sila hai
Dard bas aap se mila hai
Yeh mere ishq ka sila hai
Dard bas aap se mila hai
Dard kitna hai kese bataenge ham
Chot dil pe hai, kese dikhaeynge ham
Chot dil pe hai, kese dikhaeynge ham
Yeh mere ishq ka sila hai
Dard bas aap se mila hai

Teri yaadain bhi ab de rahi hain sada
Dil ke zakhmon ko woh de rahi hain hawa
Teri yaadain bhi ab de rahi hain sada
Dil ke zakhmon ko woh de rahi hain hawa

Yaad aao na tum, bas guzaarish yahi
Toote dil ki sanam ab hai khuwaahish yahi
Yahin ab khatm ho bhi jaey
Tera mera jo bhi silsila hai
Yahin ab khatm ho bhi jaey
Tera mera jo bhi silsila hai
Yeh mere ishq ka sila hai
Dard bas aap se mila hai

Gham rahe ga ke tum mere ho na sakey
Saath hans na sake, saath ro na sakey
Gham rahe ga ke tum mere ho na sakey
Saath hans na sake, saath ro na sakey

Aaj ham is mohabbat mein jaan kho rahe
Aur ek aap jo dil bhi kho na sakey
Bas yahi sochta hun jab main
Kuch nahi, sirf sirf dil jala hai
Bas yahi sochta hun jab main
Kuch nahi, sirf sirf dil jala hai
Yeh mere ishq ka sila hai
Dard bas aap se mila hai

Dard kitna hai kese bataenge ham
Chot dil pe hai, kese dikhaeynge ham
Chot dil pe hai, kese dikhaeynge ham
Chot dil pe hai, kese dikhaeynge ham
Chot dil pe hai, kese dikhaeynge ham..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Ye Mere Ishq Ka Sila Video

About Ye Mere Ishq Ka Sila

Ye Mere Ishq Ka Sila is a song from Bewafaai 2005. It is sung by Agam Kumar Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Bewafaai 2005 album song list for more songs and album details.