Ye Mausam Pyar Ka Lyrics, Singer & Song Details

Faraib 1983 album cover

Faraib 1983 Album Details

Rajat Rakshit
Bappi Lahiri
None
Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur

album songs
Ye Mausam Pyar Ka
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Ye Mausam Pyar Ka Lyrics

Song Lyrics Title = Ye Mausam Pyar Ka
Song Lyrics Movie = Faraib (1983)
Singer = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = None
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Rajat Rakshit

Mp3 Song Lyrics

((yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka
dil se dil milaao pyaar do
pehale mujhe jahaan se maang lo) - (2)
yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka

armaano mein halchal machi, jawaani bhi hai josh mein
mehaki hawa behaki fiza hum kyun rahe hosh mein
laut nahi kismat kabhi ek baar jo kho gayi
pachhataayenge hum umrr bhar jo tumse khata ho gayi
dil se dil milaao pyaar do
pehale mujhe jahaan se maang lo
yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka

lipati huyi ghata se ghata mile dekho dharati gagan
dono ke mann jab mil gaye juda kyun rahe do badan
sajane toh do phulon ki sej bajane do shehnaayi
janmo ke tum saathi bano mit jaaye tanhaayiya
dil se dil milaao pyaar do
pehale mujhe jahaan se maang lo
yeh mausam pyaar ka, yeh aalam pyaar ka
aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ye Mausam Pyar Ka

Ye Mausam Pyar Ka is a song from Faraib 1983. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to None. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Faraib 1983 album song list for more songs and album details.