Ye Main Kahan Aa Gayi Lyrics, Singer & Song Details

Sej Piya Ki 1985 album cover

Sej Piya Ki 1985 Album Details

K S Agarwal
None
Ravindra Jain
Sudhir Dalvi, Ashwini Khosla, Neelam Mehra, Paintal, Siddharth

album songs
Ye Main Kahan Aa Gayi
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Ye Main Kahan Aa Gayi Lyrics

Song Title = Ye Main Kahan Aa Gayi
Movie/Album = Sej Piya Ki (1985)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Ravindra Jain
Director = K.S. Agarwal

Mp3 Songs Lyrics

((Ye mai kaha aa gayi rasta bhool ke
Ye mai kaha aa gayi rasta bhool ke
Ke jaise khat kahi mile sahi pata bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke
Yaha koi karega na kabhi khata bhool ke
Ye mai kaha aa gayi rasta bhool ke

Kal kaha thi yeh mujhe khabar nahi hai
Dil pe kisi yaad ka asar nahi hai
Kal kaha thi yeh mujhe khabar nahi hai
Dil pe kisi yaad ka asar nahi hai
Jab kuchh yaha waha idahr udahr nahi hai
To jo hai uspe kyun teri nazar nahi hai
Tu muskura jo ho gaya wo hadsa bhool ke
Ye mai kaha aa gayi rasta bhool ke

Bole ya na bole baat yeh zubaan se
Tu pari jo giri hai aasman se
Bole ya na bole baat yeh zubaan se
Tu pari jo giri hai aasman se
Jo hun agar kisi pari ke khandan se
Phir to main uthke sar chalungi shaan se
Jee shukhriya jo mera naam pari diya bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke
Ke jaise khat kahi mile sahi pata bhool ke
Sahi jagha aa gayi tu rasta bhool ke.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ye Main Kahan Aa Gayi

Ye Main Kahan Aa Gayi is a song from Sej Piya Ki 1985. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: None. Read the lyrics above and view the Sej Piya Ki 1985 album song list for more songs and album details.