Ye Kya Jadoo Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Diwana Hota Hai 2002 album cover

Pyaar Diwana Hota Hai 2002 Album Details

Kirti Kumar
Uttam Singh
Anand Bakshi
Govinda, Rani Mukerji

album songs
Ye Kya Jadoo
Singer : Udit Narayan

Ye Kya Jadoo Lyrics

Song Title = Ye Kya Jadoo
Movie/album = Pyaar Diwana Hota Hai (2002)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Uttam Singh
Director = Kirti Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne
Dil chaahe kuch kar jaawaan
Oye rabba main mar jaawwaan
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne
Dil chaahe kuch kar jaawaan
Oye rabba main mar jaawwaan
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne

Jaise mile hath aise hi mil jaaye ehkaash do dil kunwaare
Dil me na reh jaaye hoton par aa jaaye aankhon mein hai jo ishaare
Chandni raat ho chaahe barsaat ho
Kuch ho jaldi magar phir mulakaat ho
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne

Oh delhi walon suno main sunata hoon
Tum ko yeh dil ki kahani
Aati hai sab par magar toot kar aisi aayi hai us pe jawaani
Main toot kar reh gaya mauj mein beh gaya
Jaane kehna tha kya aur kya keh gaya
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne
Dil chaahe kuch kar jaawaan
Oye rabba main mar jaawwaan
Yeh kya jaadoo sa kar daala pyaar ne
Paagal mastana kar daala yaar ne...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ye Kya Jadoo

Ye Kya Jadoo is a song from Pyaar Diwana Hota Hai 2002. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Uttam Singh. Read the lyrics above and view the Pyaar Diwana Hota Hai 2002 album song list for more songs and album details.