Ye Kya Hua Lyrics, Singer & Song Details

Tamanna 1997 album cover

Tamanna 1997 Album Details

Mahesh Bhatt
Anu Malik
Indeevar
Paresh Rawal, Pooja Bhatt, Sharad Kapoor, Manoj Bajpayee

album songs
Ye Kya Hua
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Ye Kya Hua Lyrics

Song Title = Ye Kya Hua
Movie/Album = Tamanna (1997)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Anu Malik
Director = Mahesh Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya
Tune churaya to nahi
Apna banaya to nahi
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya
Tune churaya to nahi
Apna banaya to nahi
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya

Dil dhadakta hai kab
Aankh milti hai jab
Aankh milti hai kab
Waqt aata hai jab
Waqt aata hai kab
Pyar hota hai jab
Pyar hota hai kab
Yaar milta hai jab
Tune churaya to nahi
Apna banaya to nahi
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya

Garm sanse hui
Jism jalta hai kyu
Bewaja raat deen
Dil machlata hai kyu
Aankh se aankh ki baat hoti hai jab
Ghar gali rasta lut jata hai sab
Tune churaya to nahi
Apna banaya to nahi
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya

Koi dekhe agar tujhko mere siva
Mujhko jane wafa kyu lage hai bura
Yeh jalan yeh chubhan ishq ki reet hai
Mein teri har hu
Tu meri jeet hai
Tune churaya to nahi
Apna banaya to nahi
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya
Tune churaya to nahi
Apna banaya to nahi
Yeh kya hua yeh kya hua
Yeh kyu hua yeh kyu hua
Kab se sambhala tha
Dil ko kaha kho gaya....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ye Kya Hua

Ye Kya Hua is a song from Tamanna 1997. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Tamanna 1997 album song list for more songs and album details.