Ye Kiska Lahu Hai Lyrics, Singer & Song Details

Dharmputra 1961 album cover

Dharmputra 1961 Album Details

Yash Chopra
Datta Naik
Sahir Ludhianvi
Mala Sinha, Shashi Kapoor, Rehman

album songs
Ye Kiska Lahu Hai
Singer : Mahendra Kapoor

Ye Kiska Lahu Hai Lyrics

Song Title = YYe Kiska Lahu Hai
movie/album = Dharmputra (1961)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Datta Naik
Director = Yash Chopra
Music Label = Moserbaer Music

Mp3 Song Lyrics

((Yeh kiska lahu hai kaun mara

Yeh kiska lahu hai kaun mara

Ai rahabar mulko kaum bata

Yeh kiska lahu hai kaun mara

Yeh kiska lahu hai kaun mara

Yeh kiska lahu hai kaun mara



Yeh jalate huye ghar kiske hai, yeh katate huye tan kiske hain

Taksim ke andhe tufan me, lutate huye gulshan kiske hain

Bad bakt kijaye kiski hain, barabad nasheman kiske hain

Kuchh ham bhee sune hamako bhee sun

Ai rahbar mulko kaum bata,

yeh kiska lahu hai kaun mara



Kis kam ke hain yeh din dharam, jo sharm kaa daman chak kare

Kis tarah ke hain yeh desh bhagat, jo baste gharo ko kak kare

Yeh ruhe kaisee ruhe hain, jo dharatee ko napak kare

Ai rahbar mulko kaum bata, yeh kiska lahu hai kaun mara

Yeh kiska lahu hai kaun mara



Jis ram ke nam peh kun bahe, us ram kee ijjat kya hogee

Jis din ke hatho laj lute, us din kee kimat kya hogee

Insan kee iss jillat se pare, shaitan kee jillat kya hogee

Yeh ved hata kuran utha,yeh ved hata kuran utha
Ai rahbar mulko kaum bata, yeh kiska lahu hai kaun mara
Yeh kiska lahu hai kaun mara....))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Ye Kiska Lahu Hai

Ye Kiska Lahu Hai is a song from Dharmputra 1961. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Dharmputra 1961 album song list for more songs and album details.