Ye Hawaye Ye Jhumati Lyrics, Singer & Song Details

Kala Chor 1956 album cover

Kala Chor 1956 Album Details

None
Sardul Singh Kwatra
Prem Dhawan
Amarnath, Chitra, Kumkum, Madan Puri

album songs
Ye Hawaye Ye Jhumati
Singer : Asha Bhosle

Ye Hawaye Ye Jhumati Lyrics

Song Title = Ye Hawaye Ye Jhumati
Movie/album = Kala Chor (1956)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Composer = Sardul Singh Kwatra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Ye hawaye ye hawaye
Ye hawaye ye jhumati ghataye
Dekho ji zara dekho dil leke ud jaaye
Dekho ji zara dekho dil leke ud jaaye
Tadapaye re tadapaye bahut yaad aaye
Aisa wo ghle jaaadu ke wo bhi chale aaye
Aisa wo ghle jaaadu ke wo bhi chale aaye
Ye hawaye

Jhoome gagan man mein agan
Lagi lagan tere pyaar ki
Jhoome jhoome gagan man mein agan
Lagi lagan tere pyaar ki
Ghabhraye ghabhraye jiya ye samjheye
Chalo ji zara haule ke tedi ha ye raahe
Chalo ji haule haule ke tedi ha ye raahe
Ye hawaye

Ab na chhupao dil na jalao
Kahe dastaan dildaar ki
Ab na chhupao dil na jalao
Kahe dastaan dildaar ki
Sharmaye sharmaye nazar jhook jaaye
Do bhole bhaale puchho na adaye
Ye hawaye

Laayi bahar duniya hazaar
Kholo yeh dawar tan man ke
Laayi laayi bahar dekho duniya hazaar
Kholo kholo yeh dawar tan man ke
Lehraye lehraye ye tujhko bulaye
Yeh kaali zulfe yeh gori gori baahe
Ye hawaye....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ye Hawaye Ye Jhumati

Ye Hawaye Ye Jhumati is a song from Kala Chor 1956. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Sardul Singh Kwatra. Read the lyrics above and view the Kala Chor 1956 album song list for more songs and album details.