Ye Hai Zila Ghaziabad Lyrics, Singer & Song Details

Zila Ghaziabad 2013 album cover

Zila Ghaziabad 2013 Album Details

Anand Kumar
Amjad Nadeem
Shabbir Ahmed
Sanjay Dutt, Arshad Warsi, Vivek Oberoi, Charmy Kaur, Ravi Kishan, Paresh Rawal,

album songs
Ye Hai Zila Ghaziabad
Singer : Sukhwinder Singh

Ye Hai Zila Ghaziabad Lyrics

Song Title = Ye Hai Zila Ghaziabad
Movie/Album = Zila Ghaziabad (2013)
Singers = Sukhwinder Singh
Lyricist = Shabbir Ahmed
Musician = Amjad Nadeem
Directed By = Anand Kumar

Mp3 Song Lyrics

((Tod ke gilli
Haye Arre chhod ke kancha
Ha ho
Tod ke gilli
chhod ke kancha
Thaam liya jo tamancha
Gurraoon dikhaaoon
Kabze mein kisi ke na aaoon
Gaaoon bajaaoon
Be baat katta uthaaoon
Arre sabse pehle hum hain
Aur sab hain hamre baad

Ye hai zila ghaziabad
Ye hai zila ghaziabad
Ye hai zila ghaziabad
Ye hai zila ghaziabad

Taketa tinak dhin
Taketa tinak dhin
Taketa tinak dhin

Dauda ke maare hey
Dauda ke maare shikaari jaise
Bhaag bhaag tu jaan bacha ke
Bhaag daud ke
Vardi pe khoon ke daag
Kad lamba seena chauda
Arre ghoonsa jaise hathauda
Jhat muh sookhe, kuchh na bujhe
Patloon hove geeli
Gurraoon dikhaaoon
Kabze mein kisi ke na aaoon
Gaaoon bajaaoon
Be baat katta uthaaoon
Arre sabse pehle hum hain
Aur sab hain hamre baad

Bhai yo hai zila Ghaziabad
Zila Ghaziabad
Ye hai zila ghaziabad
Yo hai zila Ghaziabad
Yo hai zila Ghaziabad
Yo hai zila Ghaziabad..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ye Hai Zila Ghaziabad

Ye Hai Zila Ghaziabad is a song from Zila Ghaziabad 2013. It is sung by Sukhwinder Singh. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Amjad Nadeem. Read the lyrics above and view the Zila Ghaziabad 2013 album song list for more songs and album details.