Ye Hai Meri Kahani Clubmix Lyrics, Singer & Song Details

Zinda 2006 album cover

Zinda 2006 Album Details

Sanjay Gupta
None
Sameer
Sanjay Dutt, John Abraham, Lara Dutta, Celina Jaitly

album songs
Ye Hai Meri Kahani Clubmix
Singer : Strings, John Abrahm

Ye Hai Meri Kahani Clubmix Lyrics

Song Title = Ye Hai Meri Kahani
Movie/Album = Zinda (2006)
Singer(s) = Strings ,John Abrahm
Lyricists = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Yeh Hai Meri Kahani
Khamosh Zindagani
Sannata Keh Raha Hai
Kyun Zulm Seh Raha Hai

Ek Dastaan Purani
Tanhayi Ki Zubani
Her Zakham Khil Raha Hai
Kuch Mujh Se Keh Raha Hai

Chubtay Kantay Yadoon Ke Daaman Say Chunta Hoon
Girti Deewaron Ke Aanchal Mai Zinda Hoon

Bass Yeh Meri Kahani
Benishaan Nishaani
Ek Darr Beh Raha Hai
Kuch Mujh Se Keh Raha Hai

Chubtay Kaanten Yadoon Ke Daaman Se Chunta Hoon
Girti Deewaron Ke Aanchal Mein Zinda Hoon

Bajay Pyaar Ki Shabnum Mere Gulistaan Mein
Baraste Rehte Hain Har Simt Maut Ke Saye
Siyahiyon Se Ulajh Padti Hain Meri Aankhein
Koi Nahi .. Koi Bhi Nahi Jo Batlaye
Kitni Der Ujalon Ki Raah Dekhe
Koi Nahi Hai Koi Bhi Nahi
Na Pass Na Durr
Yeh Pyaar Hai
Dil Ki Dharkan
Apni Chahat Ka Jo Ellan Kiye Jaati Hai
Zindagi Hai Jo Jiye Jaati Hai
Khoon K Ghoont Peay Jaati Hai
Khwaab Aankhon Se Siye Jaati Hai

Ab Na Koi Paas Hai
Phir Bhi Ehsaas Hai
Yahiaon Mai Uljhi Padi
Jeene Ki Ek Aas Hai
Yadoon Ka Jungle Yeh Dil
Kaanton Se Jal Thal Yeh Dil

Chubtay Kaanten Yadoon Ke Daaman Se Chunta Hoon
Girti Deewaron Ke Aanchal Mein Zinda Hoon))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ye Hai Meri Kahani Clubmix

Ye Hai Meri Kahani Clubmix is a song from Zinda 2006. It is sung by Strings, John Abrahm. Lyrics are credited to Sameer. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zinda 2006 album song list for more songs and album details.