Ye Hai Bombay Town Lyrics, Singer & Song Details

Supari 2003 album cover

Supari 2003 Album Details

Padam Kumar
Vishal Shekhar
Javed Akhtar
Uday Chopra, Rahul Dev, Nandita Das, Purab Kohli, Nauheed Cyrusi, Irrfan Khan

album songs
Ye Hai Bombay Town
Singer : K.K

Ye Hai Bombay Town Lyrics

Song Title = Ye Hai Bombay Town
Movie/album =Supari (2003)
Singer =K.K
Music Director =Sandesh Shandilya, Vishal Shekhar
Lyrics =Javed Akhtar, Vishal

Mp3 Song Lyrics

((Har Andhere Ke Peeche Ek Savera Yaha
Har Savere Ke Peeche Ek Andhera Yaha
Hai Samandar Kinare Sehar Yun Basa
Khud Bhi Jaise Samandar Sehar Hai Lag Raha
Sehar Hai Ek Samandar Jaise Halaat Ka
Sehar Hai Ek Samandar Kitne Jasbaat Ka
Aasonki Hai Mauje Mushkilo Ke Bhawar
Jo Nahi Teer Paya Rehgaya Doob Kar
Toofani Sehar Hai
Har Pal Ek Laher Hai Amrit Hai Zehar Hai
Maut Bhi De Jeevan Bhi De
Hey Yeh Hai Bombay Town(4)

Koi Dekhe Jidhar Bhi Kitne Insaan Hai
Aur Sab Ke Dilon Mein Kitne Armaan Hai
Kitne Gum Aur Khushiyan Pal Rahe Hai Yaha
Log Khwabo Ke Peeche Chal Rahe Hai Yaha
Thokare Kahrahe Hai Ab Idhar Ab Udhar
Ek Insani Jungle Jaise Hai Yeh Nagar
Toofani Sehar Jeevan Bhi De
Hey Yeh Hai Bombay Town(4)

Shaam Hai Na Savera Din Hai Na Raat Hai
Jaane Kaisa Yeh Pal Hai Jaane Kya Baat Hai
Keh Rahi Hai Yeh Raahen Koi Khone Ko Hai
Keh Rahi Hawaye Kuch To Hone Ko Hai
Gum Ka Laba Samete Dil Hai Kabse Dukhi
Phatne Wala Hai Dekho Ab Yeh Jwalamukhi
Toofani SeharJeevan Bhi De
( Hey Yeh Hai Bombay Town
Hey Yeh Hai Bombay Town
Bombay Yeh Hai Bombay Town )(2)
Hey Yeh Hai Bombay Town ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ye Hai Bombay Town

Ye Hai Bombay Town is a song from Supari 2003. It is sung by K.K. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Supari 2003 album song list for more songs and album details.