Ye Duniya Unke Liye Hai Lyrics, Singer & Song Details

Anjaam Khuda Jaane 1988 album cover

Anjaam Khuda Jaane 1988 Album Details

N/A
N/A
Shakir Kotwi
Danny Denzongpa, Gulshan Grover, Imtiaz Khan

album songs
Ye Duniya Unke Liye Hai
Singer : Mohammed Aziz, Mohammed Rafi

Ye Duniya Unke Liye Hai Lyrics

Song Title = Ye Duniya Unke Liye Hai
Movie/album = Anjaam khuda jaane (1988)
Singers = Mohammed Aziz, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakir Kotwi
Music Label = T-Series


Mp3 Song Lyrics

((Ye duniya unke liye hai
Harek rang me jo jite hai
Ye duniya unke liye hai
Harek rang me jo jite hai
Ye duniya char din ki
Yaro zindagi hai pyaro
Kyo na khushi se guzarte
Nfarat se bhala kya hoga
Hey char din ki yaro
Zindagi hai pyaro
Kyo na khushi se guzarte
Nfarat se bhala kya hoga
Aapas me miljul ke dukh sukh
Bante hi chalna hai hume
Ye duniya unke liye hai
Harek rang me jo
Jite hai ye duniya

Ye kadam kahi ruke
Na sar kahi jhuke na
Dil wale is shan se zinda
Rahte hai is jahan me arey
Ye kadam kahi ruke
Na sar kahi jhuke na
Dil wale is shan se
Zinda rahte hai
Is jahan me duniya
Me hai mard wahi
Jiski thokar me zamana hai
Ye duniya unke liye hai
Harek rang me jo
Jite hai ye duniya

Yaar hum hai jani
Patthar ko kar de pani
Aag se khelte hai hum
Darte hum nahi mot se bhi
Hey yaar hum hai jani
Patthar ko kar de pani
Aag se khelte hai hum
Darte hum nahi mot se bhi
Jo bhi hona hai uska
Anjaam khuda jane
Arey jo bhi hona hai
Uska anjaam khuda jane
Ye duniya unke liye hai
Har ek rang me jo jite hai..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Ye Duniya Unke Liye Hai Video

About Ye Duniya Unke Liye Hai

Ye Duniya Unke Liye Hai is a song from Anjaam Khuda Jaane 1988. It is sung by Mohammed Aziz, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakir Kotwi. Music information: N/A. Read the lyrics above and view the Anjaam Khuda Jaane 1988 album song list for more songs and album details.