Ye Dhuan Kaha Se Lyrics, Singer & Song Details

Best Of Mehdi Hassan album cover

Best Of Mehdi Hassan Album Details

Best Of Mehdi Hassan
None
None
Best Of Mehdi Hassan

album songs
Ye Dhuan Kaha Se
Singer : Mehdi Hassan

Ye Dhuan Kaha Se Lyrics

Song Lyrics Title = Ye Dhuan Kaha Se
Movie/Album Name = Best Of Mehdi Hassan
Singer = Mehdi Hassan

Mp3 Song Lyrics

(( Dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai
dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

gor kis dil jale ki hai yeh falak
shola eik sub-ha yaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

baithne kaun de hain phir usko
jo tere aastaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

yun uthe aah us gali se hum
yun uthe aaha us gali se hum
jaisay koi jahaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai

ishq eik meer bhari patthar hai
kab ye tujh naatwan se uthta hai

dekh to dil ke jaan se uthta hai
yeh dhuan sa kahaan se uthta hai ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Ye Dhuan Kaha Se

Ye Dhuan Kaha Se is a song from Best Of Mehdi Hassan. It is sung by Mehdi Hassan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Best Of Mehdi Hassan album song list for more songs and album details.