Ye Barish Ka Paani Lyrics, Singer & Song Details

Smuggler 1996 album cover

Smuggler 1996 Album Details

Ajay Kashyap
Bappi Lahiri
Maya Govind
Dharmendra, Ayub Khan, Kareena Grover, Gugu, Amrish Puri, Reena Roy

album songs
Ye Barish Ka Paani
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Ye Barish Ka Paani Lyrics

Song Title = Yeh Barish Ka Pani
Movie/album =Smuggler (1996)
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Song Lyricists = Maya Govind
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Ajay Kashyap

Mp3 Song Lyrics

((Ye baarish ka paani mujhe leke duba
Mujhe leke duba ye baarish ka paani
Chham chham chhama chham
Chham chham chhama chham

Ye baarish ka paani mujhe leke duba
Mujhe leke duba ye baarish ka paani
Ye sawan to sawan ye sajan bhi sawan
Jawani se takra rahi hai jawani
Chham chham chhama chham
Chham chham chhama chham

Ye baarish ka paani mujhe leke duba
Mujhe leke duba ye baarish ka paani

Saram se nigahe jhuki ja rahi hai
Yu kya dekhte ho kaho jane jana
Kamal kaise khilta angdayi lekara
Tumhe bhigta maine dekha to jana
Kuch na kaho chup hi raho
Tumhe hai kasam jana
Haye teri yada hum to hue fida
Mar gaya mujhe sawan
Badan mom jaisa angaro si bunde
Pighalne lagi hai ye meri jawani
Chham chham chhama chham
Chham chham chhama chham

Ye baarish ka paani mujhe leke duba
Mujhe leke duba ye baarish ka paani
Chham chham chhama chham
Chham chham chhama chham

Ye dil chahta hai mohabbat mohabbat
Sama chahta hai kayamat kayamat
Tumhari najar ka asar ho gaya hai
Nasha hi nasha hai
Nasha hi nasha hai
Teri bindiya teri nindiya
Gori mujhe hai churani
Tan se chua ye kya hua
Main to hui pani pani
Idhar bhi hai pani
Udhar bhi hai pani
Mila do aaj pani me pani
Chham chham chhama chham
Chham chham chhama chham

Ye baarish ka paani mujhe leke duba
Mujhe leke duba ye baarish ka paani
Ye sawan to sawan ye sajan bhi sawan
Jawani se takra rahi hai jawani
Chham chham chhama chham
Chham chham chhama chham.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ye Barish Ka Paani

Ye Barish Ka Paani is a song from Smuggler 1996. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Smuggler 1996 album song list for more songs and album details.