Ye Badal Asmaan Pe Kyo Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ki Baazi 1993 album cover

Dil Ki Baazi 1993 Album Details

Anil Ganguly
Raamlaxman
Shailendra
Rakhee Gulzar, Avinash Wadhavan, Akshay Kumar

album songs
Ye Badal Asmaan Pe Kyo
Singer : Lata Mangeshkar, S. P.

Ye Badal Asmaan Pe Kyo Lyrics

Song Title = Ye Badal Asman Pe Kyon
Song Lyrics Movie = Dil Ki Baazi (1993)
Singers = Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Raamlaxman
Director = Anil Ganguly
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Yeh badal asmaan pe kyo chhaye hai
Yeh badal asmaan pe kyo chhaye hai
Taki hum dono premi ke bich rahe na doori
Ye pyar bhara sandesha laye hai
Ye panchhi udte udte kya keh rahe hai
Ye panchhi udte udte kya keh rahe hai
Apni bhasha mein boli hum bhed jiya ke khole
Ke pyar jatane ke din aaye hai

Gaalo ki ye lali phoolo ne churali
In zulfo ki rangat se huyi ghataye kali
Gaalo ki ye lali phoolo ne churali
In zulfo ki rangat se huyi ghataye kali
Chaal pe teri jane jana jhume dali dali
Ye saawan mann mein kaisi pyaas jagaye
Ye saawan mann mein kaisi pyaas jagaye
Khelo na humjoli itni na bano tum bholi
Din aag bujane ke ab aaye hai

Niche behti nadiya upar hai pahadi
Na jane kyun fisle mere gore tan se saadi
Niche behti nadiya upar hai pahadi
Na jane kyun fisle mere gore tan se saadi
Tukur tukur kya dekhe mora balma anadi
Ye aanchal hawao mein kyun lehraye hai
Ye aanchal hawao mein kyun lehraye hai
Ye kehta hai lehra ke le jaa doli ghar aa ke
Ab mehdi rachane ke din aayehe
Ab mehdi rachane ke din aayehe
Ab mehdi rachane ke din aayehe...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ye Badal Asmaan Pe Kyo

Ye Badal Asmaan Pe Kyo is a song from Dil Ki Baazi 1993. It is sung by Lata Mangeshkar, S. P.. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Dil Ki Baazi 1993 album song list for more songs and album details.