Ye Aaine Jo Tumhe Lyrics, Singer & Song Details

Tamanna 1997 album cover

Tamanna 1997 Album Details

Mahesh Bhatt
Anu Malik
Indeevar
Paresh Rawal, Pooja Bhatt, Sharad Kapoor, Manoj Bajpayee

album songs
Ye Aaine Jo Tumhe
Singer : Kumar Sanu

Ye Aaine Jo Tumhe Lyrics

Song Title = Ye Aaine Jo Tumhe
Movie/Album = Tamanna (1997)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Director = Anu Malik
Director = Mahesh Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain
Inhe khabar hai tumhe hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain

Tumhe khuda ne zamane mein nazinen diya
Meri nazer ne tumhe aur bhi haseen kiya

Tery baghair safar kyaa hai rasta kya hai
Ham ashiqun ko zamane se wasta kya hai
Ham ashiqun ko zamane se wasta kya hai

Ke hum to aap ko janam pasand karte hain
Isi liye tumhe maussam pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain
Inhe khabar hai tumhe hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain

Qareeb aao ke bhar lain tumhe nigahon mein
Tumhe samait lin in beqarar bahon mein

Hai kon aisa jise dhadakano mein band karein
Tumhi batao tumhe kyun na hum pasand kare
Tumhi batao tumhe kyun na hum pasand kare

Ke piyasy loog hi shabnam pasand karte hain
Koi karey na tumhe hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain
Inhe khabar hai tumhe hum pasand karte hain
Yeh aaine jo tumhe kum pasand karte hain...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Ye Aaine Jo Tumhe

Ye Aaine Jo Tumhe is a song from Tamanna 1997. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Tamanna 1997 album song list for more songs and album details.