Tu Chor Main Sipahi 1996 - Download Mp3 Song

Tu Chor Main Sipahi 1996
Guddu Dhanoa
Dilip Sen, Sameer Sen
Anand Bakshi
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Tabu, Pratibha Sinha
Ye Aag Thi Dil Mein Lyrics
Song Title = Ye Aag Thi Dil Mein
Movie/album = Tu Chor Main Sipahi (1996)
Singers = Alisha Chinai
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Guddu Dhanoa
Mp3 Song Lyrics
((Ye aag thi dil mein dabi dabi
Haye jag uthi hai abhi abhi
Ye aag thi dil mein dabi dabi
Dabi dabi dabi dabi
Jaag uthi hai abhi abhi
Abhi abhi abhi abhi
Tu mujhko na tadpaya kar
Aakar mujhse mil jaya kar
Are roz nahi to kabhi kabhi
Kabhi kabhi
Ye aag thi dil mein dabi dabi
Dabi dabi dabi dabi
Jaag uthi hai abhi abhi
Abhi abhi abhi abhi
Ho kuch karde mere piya piya
Khush karde mera jiya jiya
Mai tere naam laga dungi
Wo sab jo tune nahi kiya
Ho kuch karde mere piya piya
Khush karde mera jiya jiya
Mai tere naam laga dungi
Wo sab jo tune nahi kiya
Mai thane jakar ro lungi
Mai jhuthi bhi chahe bolungi
Ho sach manenge sabhi sabhi
Ye aag thi dil mein dabi dabi
Dabi dabi dabi dabi
Jaag uthi hai abhi abhi
Abhi abhi abhi abhi
Ho meri payal bole chhanam chhanam
Are pyar mein kaisi sharam waram
Kya koi kasam uthai hai
Aa tod de meri kasam wasam
Ho meri payal bole chhanam chhanam
Are pyar mein kaisi sharam waram
Kya koi kasam uthai hai
Aa tod de meri kasam wasam
Ladka ladki se darta hai
Jab dekho na na karta hai
Ha bhi karte hai kabhi kabhi
Ye aag thi dil mein dabi dabi
Dabi dabi dabi dabi
Jaag uthi hai abhi abhi
Abhi abhi abhi abhi.))
Posted by : {Anamika Tyagi}