Yahi Wohi Jagah Thi Humdum Lyrics, Singer & Song Details

Bhookamp 1993 album cover

Bhookamp 1993 Album Details

Gautam Adhikari
Jatin Lalit
Vinoo Mahendra
Jeetendra, Mohan Joshi, Mamta Kulkarni

album songs
Yahi Wohi Jagah Thi Humdum
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Yahi Wohi Jagah Thi Humdum Lyrics

Song Lyrics Title = Yehi Woh Jagah Thi Hamari
Song Lyrics Movie = Bhookamp 1993
Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu
Music Director = Jatin Lalit
Lyricist = Vinoo Mahendra
Director = Gautam Adhikari
Music Label = Royal Music
Release on = 6th April, 1993

Mp3 Song Lyrics

((Yahi wo jagah thi hamdam
Dil jaha leke aye the ham
Yahi wo jagah thi hamdam
Dil jaha leke aye the ham

Tab se hai lapta dil jane kyu kho gaya dil janam
Yahi wo jagah thi hamdam

Mujhe lagta hai koi tha yaha
Jisne dil hai churaya
Dil to hai mera bhola bejubaa
Aye na bas me kaya

Mere pyare dil ka bechare dil ka
Hona hai ab njane kya alam

Yahi wo jagah thi hamdam
Dil jaha leke aye the ham
Tab se hai lapta dil jane kyu kho gaya dil janam
Yahi wo jagah thi hamdam

Dhundhe nahi mile koi bhi nisaa,
Aisa bhi kya khona
Laye kya the use tum sachmuch yaha
Thik se yad karo na
Wo jo pyara dil hai tumhara dil hai
Kahi na ghar me ho pada madam

Mujhko bata do ye tum
Kaise manu dil hua hai gum
Chor ho ya sipahi, laye kiski gawahi
Ho tum mujhko bata do ye tum

Sunega jo koi mera dil gaya,
Lakho banenge afsane

Kahna mere dil ko dil ek mil gaya
Dono hue hai diwane
Hue pagal dono hai ghayal dono
Dono dilo ka yu hua sangum

Yahi wo jagah thi hamdam
Dil jaha leke aye the ham
Yahi wo jagah thi hamdam
Dil jaha leke aye the ham

Tab se hai lapta dil jane kyu kho gaya dil janam
Yahi wo jagah thi hamdam...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yahi Wohi Jagah Thi Humdum

Yahi Wohi Jagah Thi Humdum is a song from Bhookamp 1993. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Vinoo Mahendra. Music information: Jatin Lalit. Read the lyrics above and view the Bhookamp 1993 album song list for more songs and album details.