Yahi Hota Pyaar Mehfil Mix Lyrics, Singer & Song Details

Namastey London 2007 album cover

Namastey London 2007 Album Details

Vipul Amrutlal Shah
Himesh Reshammiya
Javed Akhtar
Akshay Kumar, Rishi Kapoor, Katrina Kaif, Clive Standen, Upen Patel, Javed Sheik

album songs
Yahi Hota Pyaar Mehfil Mix
Singer : Himesh Reshammiya, Javed

Yahi Hota Pyaar Mehfil Mix Lyrics

Song Title = Yahi Hota Pyaar Mehfil Mix
Movie/Album = Namastey London
Singer(s) = Himesh Reshammiya, Sunidhi Chauhan, Javed Akhtar
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Vipul Amrutlal Shah

Mp3 Song Lyrics

((Javed Akhtar:
nind ke baadalon ke pichhe hain
muskuraata huwa koyi chehara
chehare par bikhari ek reshami latt
sarsaraata huwa koyi aanchal
aur do aankhein hairaan haira si

tera banega woh jo, tera nahi hai
aye dil bata kyun tujko, itna yakin hai
mere dil-e-beqkaar
haan dil-e-beqkaar
yahi hota pyaar hai kya
mere dil-e-beqkaar
haay
yahi hota pyaar hai kya
mere dil-e-beqkaar
yahi hota pyaar hai kya

Javed Akhtar:
nind ke baadalon ke pichhe hain
ek mulaakaat
ek haseen lamha
jheel ka thehara thehara sa paani
ped par chehchahaati ek chidiyaan
baagh mein khilate nanhe nanhe phool
khubsurat labon ki narm si baat

khwaabon mein koyi kyun hai yuun rehta
aye dil tu kyun mujhe hain yeh kehta
woh mera rasta bhi hai, aur woh hi manzil
woh mera sagar bhi hai, aur woh hi saahil
kaisi bata yeh betaabiyaan hain
hum chalte chalte aye kahaan hain
dil-e-beqkaar
yahi hota pyaar hai kya
mere dil-e-beqkaar
haay
yahi hota pyaar hai kya
mere dil-e-beqkaar
yahi hota pyaar hai kya

Javed Akhtar:
nind ke baadalon ke pichhe hain
dopaher ek pili pili si
lohe ki thandak ke lehje mein
tuta aaina, udate kuchh kaagaj
kirchon kirchon bikhrata ek mandar
palkon pe jhil-milaata ek aansu
ghehara sannata, shor karata huwa
nind ke baadalon ke pichhe hain

sunta hoon mein teri yeh dastaan
simmte ki ek din to yeh dooriyaan
pal mere tum mein dil koyi nahi hai
tere zidd mein aye dil sadd afreen hai
kyun yeh junoon hai, kya zustju hai
aakhir tujhe kyun, yeh aarzoo hai
dil-e-beqkaar
yahi hota pyaar hai kya
mere dil-e-beqkaar
haay
yahi hota pyaar hai kya
mere dil-e-beqkaar
yahi hota pyaar hai kya ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yahi Hota Pyaar Mehfil Mix

Yahi Hota Pyaar Mehfil Mix is a song from Namastey London 2007. It is sung by Himesh Reshammiya, Javed. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Namastey London 2007 album song list for more songs and album details.