Yahan Kitne Hi Dil Lyrics, Singer & Song Details

Khoon Kharaba 1980 album cover

Khoon Kharaba 1980 Album Details

Deepak Bahry
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Master Bhagwan, Birbal, Bindiya Goswami

album songs
Yahan Kitne Hi Dil
Singer : Mohammed Rafi

Yahan Kitne Hi Dil Lyrics

Song Title = Yahan Kitne Hi Dil
Movie/album = Khoon Kharaba (1980)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Deepak Bahry

Mp3 Song Lyrics

((Yaha kitne hi dil tute
O ho kitne hi dil tute
Ho duniya teri rit nahi badli
Teri rit nahi badli
Pag pag pe gaye hum lute
O ho kitne hi dil tute
Ho duniya teri rit nahi badli
Teri rit nahi badli

Daulat ka dil se takrav
Deta aaya kitne ghav
Daulat ka dil se takrav
Deta aaya kitne ghav
Sapne hote aaye chur
Jinko tha milna ho gaye dur
Sare rishte pad gaye jhute
O ho kitne hi dil tute
Ho duniya teri rit nahi badli

Aayega ek din shailab
Le jayega pyar ki nav
Aayega ek din shailab
Le jayega pyar ki nav
Sabke sanjhi hoge sath
Gayenge lekar hath me hath
Kabhi yaar se yaar na chhute
O ho kitne hi dil tute
Ho duniya teri rit nahi badli
Teri rit nahi badli
Pag pag pe gaye hum lute
O ho kitne hi dil tute
Ho duniya teri rit nahi badli
Teri rit nahi badli...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yahan Kitne Hi Dil

Yahan Kitne Hi Dil is a song from Khoon Kharaba 1980. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Khoon Kharaba 1980 album song list for more songs and album details.