Yahan Ab Kya Rahna Lyrics, Singer & Song Details

Annadata 1972 album cover

Annadata 1972 Album Details

Asit Sen
Salil Chowdhury
Yogesh Gaud
Jaya Bhaduri, Anil Dhawan, Om Prakash

album songs
Yahan Ab Kya Rahna
Singer : Manna Dey, Sabita Chaudhary

Yahan Ab Kya Rahna Lyrics

Song lyrics title = Yaha ab kya rehna
Song lyrics movie = Annadata (1972)
Singers = Manna Dey, Sabita Chaudhary
Song Lyricists = Yogesh Gaud
Music Composer = Salil Chowdhury
Director = Asit Sen
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((yahaan ab kya rehna
yahaan ab kya rehna
kisi se kya kehna
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan

jab tak hai zindagaani
sun dukh ki har kahaani
sun dukh ki har kahaani
har ansoo ganga jal hai
samjhe ye kaun gyaani
samjhe ye kaun gyaani
man tarse chal ghar se
kahe pyaasi teri aatma
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan

ho oo oo oo ho oo oo
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
samjhe dukh na tere
koi man ke
koi man ke
matlab ke sab hai
tere yaar yahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan

man ke hai khel saare
man se insaan haare
man se insaan haare
dhoondhe man pyaar jaakar
har ghar har dwaare dwaare
har ghar har dwaare dwaare
raah chale path na miley
chhahe aaye bhale andhiyaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahan
tujh ko miley pyaar jahaan

ho oo oo oo ho oo oo
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
samjhe dukh na tere
koi man ke
koi man ke
matlab ke sab hai
tere yaar yahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Yahan Ab Kya Rahna Video

About Yahan Ab Kya Rahna

Yahan Ab Kya Rahna is a song from Annadata 1972. It is sung by Manna Dey, Sabita Chaudhary. Lyrics are credited to Yogesh Gaud. Music information: Salil Chowdhury. Read the lyrics above and view the Annadata 1972 album song list for more songs and album details.