Yaha Waha Jaha Taha II Lyrics, Singer & Song Details

Jai Santoshi Maa 1975 album cover

Jai Santoshi Maa 1975 Album Details

Vijay Sharma
C Arjun
Pradeep
Bharat Bhushan, Ashish Kumar, Kanan Kaushal

album songs
Yaha Waha Jaha Taha II
Singer : Mahendra Kapoor

Yaha Waha Jaha Taha II Lyrics

Song Lyrics = Yaha Waha Jaha Taha II
Movie or Album = Jai Santoshi Maa (1975)
Singer = Mahendra Kapoor
Lyricist = Pradeep
Music Director = C Arjun
Film Director = Vijay Sharma
Film Producer = Satram Rohara

Mp3 Songs Lyrics

((yaha waha jaha taha mat puchho, kaha kaha hai santoshee ma

apanee
santoshee ma apanee santoshee ma
jal me bhee phal me bhee, chal me ajal me bhee atal me bhee
apanee santoshee ma... apanee santoshee ma.....

badee anokhe chamatkarnee yeh apanee maie
rai ko parvat kar saktee parvat ko rayee
duwar khula hai darbar khula hai
aao baahe bhayee isake ghar kabhee daya kee kamee nahee

aayee
pal me nihal kare dukh ko nikar kare
torat kamal kare apanee santoshee ma
apanee santoshee ma yaha waha jaha taha....

iss amba me jagdamba me jajab kee hai saktee
chinta me dhube huye logo karlo isake bhaktee
apna jivan saup do isko pa lo re muktee
suk sampattee kee data yeh ma yeh kya nahee kar saktee
bigadee banane walee dukhade mitane walee
kasst hatane walee apanee santoshee ma.....

gauri sut ganpati kee beti yeh hai badee bholee
dekh dekh ke iske mukdra har ek disha dolee
aoo re bhakto yeh mata hai sab kee hamjolee
joh mango tumhe milenge bhar lo yeh jholee
suno re bhai bhar lo re tum yeh jholee
ujwal ujwal nirmal nirmal ujwal ujwal
nirmal nirmal sundar sundar ma apanee santoshee ma
yaha wahan jahan tahan......))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Yaha Waha Jaha Taha II

Yaha Waha Jaha Taha II is a song from Jai Santoshi Maa 1975. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Pradeep. Music information: C Arjun. Read the lyrics above and view the Jai Santoshi Maa 1975 album song list for more songs and album details.