Yaha Mai Ajanabee Hu Lyrics, Singer & Song Details

Jab Jab Phool Khile 1965 album cover

Jab Jab Phool Khile 1965 Album Details

Suraj Prakash
Anandji, Kalyanji
Anand Bakshi
Nanda, Shashi Kapoor, Agha

album songs
Yaha Mai Ajanabee Hu
Singer : Mohammed Rafi

Yaha Mai Ajanabee Hu Lyrics

Song Lyrics = Yaha Mai Ajanabee Hu
Song Lyrics Movie or Album = Jab Jab Phool Khile
Singer(s) = Mohammad Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Suraj Prakash

Mp3 Song Lyrics

((yaha mai ajanabee hu - (2)
mai jo hu bas wohee hu - (2)
yaha mai ajanabee hu

kaha sham aur shehar, yeh kaha din rat mere
bahut rusva huye hain, yaha jasbat mere
nai tahrib hai yeh naya hai yeh jamana
magar me aadamee hu wahee sadiyo purana
mai kya janu yeh baaten jara insaf karma
meree gustakhiyo ko khudara maf karna
yaha mai ajanabee hu - (2)

teree baaho me dekhu sanam gairo kee baahen
mai layunga kahan se bhala aisee nigaahe
yeh koyee rasta hoga koyee dastur hoga
mujhe dastur aisa kahan manjur hoga
bhala kaise yeh meraa lahu ho jaye panee
mai kaise bhul jaau mai hu hindustanee
yaha mai ajanabee hu - (2)

mujhe bhee hai shikayat tujhe bhee toh gila hai
yahee shikawe hamaree muhabbat kaa sila hai
kabhee magharib se masharif mila hai jo milega
jahan kaa phul hai jo wahee gairo khilega
tere unche mahalme nahee meraa gujara
mujhe yad aa raha hai woh chhota sa shikara
yaha mai ajanabee hu ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaha Mai Ajanabee Hu

Yaha Mai Ajanabee Hu is a song from Jab Jab Phool Khile 1965. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anandji, Kalyanji. Read the lyrics above and view the Jab Jab Phool Khile 1965 album song list for more songs and album details.