Yadein Yadein Kyun Lyrics, Singer & Song Details

5 Ghantey Mien 5 Crore 2011 album cover

5 Ghantey Mien 5 Crore 2011 Album Details

Faisal Saif
Rustam Fateh Ali Khan
Hasan Amin
Meera, Abhishek Kumar, Kavita Radheshyam

album songs
Yadein Yadein Kyun
Singer : Rustam Fateh Ali Khan

Yadein Yadein Kyun Lyrics

Song Title = Yadein Yadein Kyun
Movie/album = 5 Ghantey Mien 5 Crore (2011)
Singers = Rustam Fateh Ali Khan
Song Lyricists = Hasan Amin
Music Director = Rustam Fateh Ali Khan
Director = Faisal Saif

Mp3 Song Lyrics

((Yadein yadein kyun, Hamein tadpane chali
Yadein yadein kyun, Hamein tadpane chali
Maine unhein roka tha, Maine unhein roka tha
Yadein meri yadein meri, Yadein meri yadein meri
Yadein yadein kyun hamein tadpane chali

Paton pe chalna aanchal ka girna
Yaadon ke sang yun girna sambhalna
Paton pe chalna aanchal ka girna
Yaadon ke sang yun girna sambhalna
Aankhon mein shabnam shabnam pe katre
Aansoon banege moti lagenge
Yadein yadein kyun hamein tadpane chali

Chhota sa gaon pedon ki chaaon
Behtey woh jharney woh bheege paon
Chhota sa gaon pedon ki chaaon
Behtey woh jharney woh bheege paon
Haahton mein saare chamke sitare
Gujre the din jo mere tumhare
Yadein yadein kyun hamein tadpane chali
Maine unhein roka tha, Maine unhein roka tha
Yadein meri, Yadein meri yadein meri, Yadein meri
Yadein yadein kyun, Hamein tadpane chali.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yadein Yadein Kyun

Yadein Yadein Kyun is a song from 5 Ghantey Mien 5 Crore 2011. It is sung by Rustam Fateh Ali Khan. Lyrics are credited to Hasan Amin. Music information: Rustam Fateh Ali Khan. Read the lyrics above and view the 5 Ghantey Mien 5 Crore 2011 album song list for more songs and album details.