Yaaro Kisi Se Na Kehna Lyrics, Singer & Song Details

Chhabili 1960 album cover

Chhabili 1960 Album Details

Shobhna Samarth
Snehal Bhatkar
S. Ratan
Kaysi Mehra, Nutan, Tanuja

album songs
Yaaro Kisi Se Na Kehna
Singer : Geeta Dutt, Nutan

Yaaro Kisi Se Na Kehna Lyrics

Song Lyrics Title = Yaro Kisi Se Na Kehna
Song Lyrics Movie = Chhabili (1960)
Singers = Geeta Dutt, Nutan
Song Lyricists = S. Ratan
Music Director = Snehal Bhatkar
Director = Shobhna Samarth
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Yaro kisi se na kahna
Hai chup chup ke rahna
Yaro kisi se na kahna
Hai chup chup ke rahna
Mai chori chori aaya hu
Musibat na banna yaro
Mai chori chori aaya hu
Musibat na banna yaro

Milu jo mai kisi se
Najar ka hu dhokha
Rahe meri hai band
Rahe meri hai band
Par kisi ne nahi roka
Milu jo mai kisi se
Najar ka hu dhokha
Rahe meri hai band
Par kisi ne nahi roka
Mai chori chori aaya hu
Musibat na banna yaro

Mujhko hai jara etbar
Mujhko hai jara yakin
Jhumta hai aasma
Jhumta hai aasma
Ya jhumti hai ye jami
Kon hosh me waha
Hum bhi nashe me yaha
Talash kar rahi nagar
Pila gaya wo gaya
Talash kar rahi magar
Pila gaya wo gaya
Yaro kisi se na kahna
Hai chup chup ke rahna
Mai chori chori aaya hu
Musibat na banna yaro
Mai chori chori aaya hu
Musibat na banna yaro.))

Posted by :{ Anamika Tyagi }

About Yaaro Kisi Se Na Kehna

Yaaro Kisi Se Na Kehna is a song from Chhabili 1960. It is sung by Geeta Dutt, Nutan. Lyrics are credited to S. Ratan. Music information: Snehal Bhatkar. Read the lyrics above and view the Chhabili 1960 album song list for more songs and album details.