Yaari Hai Iman Mera Lyrics, Singer & Song Details

Zanjeer 1973 album cover

Zanjeer 1973 Album Details

Prakash Mehra
None
None
Jaya Bhaduri, Amitabh Bachchan, Pran, Om Prakash, Ram Sethi, Ajit Khan, Bindu

album songs
Yaari Hai Iman Mera
Singer : Manna Dey

Yaari Hai Iman Mera Lyrics

Song Title = Yaari Hai Iman Mera
Movie/Album = Zanjeer 1973
Singer = Manna Dey


Mp3 Song Lyrics

((Aa . . .
Gar khuda mujse kahe . . . (2)
Kuchh maang eh bande mere
Me ye maangu . . (2)
Mehefilo ke daur yu chalte rahe
Ham pe aalao, ham nibaah laao
Hamsafar, hamraaz ho
Ta qayaamat. . . (2)
Jo chiraago ki tarha jalte rahe

Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Yaar ho bando se ye . . . oh
Yaar ho bando se ye sabse badi hai bandagi
Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Saaz-e-dil chhedo jaha me . . . (2)
Yaar ki gunje sada
He saaz-e-dil chhedo jaha , Me yaar ki gunje sada
In dilo me pyaar hai unpe bahaare ho fida
Pyar leke noor aaya . . . (2)
Pyar leke taazgi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi

Jaan bhi jaaye agar . . . (2)
Yaari mein yaaro gham nahi
Eh jaan bhi jaaye agar yaari mein , Yaaro gham nahi
Apne hote yaar ho , Gham-geen matlab ham nahi
Ham jaha hai . . us jagaah (2)
Jhoomegi naachegi khushi Yaari Hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi
Aa . . .
Gul-e-gulzaar kyu bezaar nazar aata hai (2)
Chashme pat ashiqaar yaar nazar aata hai
Chhupaana hamse zara haale-dil suna de tu
Tere hasee ki keemat kya hai ye bataade tu

Kahe to aasmaa se chaand taare le aau
Haseen jawaan aur dilkash nazaare le aau
Tera mamnoon hu . . . (2)
Tumne nibhaaya yaaraana
Teri hasee hai aaj sabse bada nazraana (2)
Yaar ke hasti hi . . . (2)
Mehefil pe jawaani chhaa gayi, chhaa gayi Yaari hai!
Yaari hai meri imaan mera yaar meri zindagi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaari Hai Iman Mera

Yaari Hai Iman Mera is a song from Zanjeer 1973. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Zanjeer 1973 album song list for more songs and album details.