Yaara Main To Phisal Gaya Lyrics, Singer & Song Details

Hum Tum 2004 album cover

Hum Tum 2004 Album Details

Kunal Kohli
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Prasoon Joshi
Saif Ali Khan, Rani Mukerji, Kiron Kher

album songs
Yaara Main To Phisal Gaya
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Yaara Main To Phisal Gaya Lyrics

Song Title = Yaara Main To Phisal Gaya
Movie /Album = Hum Tum (2004)
Singer = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Prasoon Joshi
Music Director = Jatin Lalit
Director = Kunal Kohli

Mp3 Song Lyrics

(( Yaara Yaara Main To Phisal Gaya Re
Yaara Yaara Had Se Guzar Gaya Re )(2)
Kaisi Mushkil Hai Rahein, Thame Chalna Ye Banhein

Toote Na Re, Roothe Na Re, Chhote Na Saath Hamara
Yaara Yaara Had Se Guzar Gaya Re

Jab Jab Mushkil Ho Rahein, Thaam Lengi Ye Banhein
Tootega Na, Roothega Na, Chhoote Na Saath Hamara
Yaara Yaara Had Se Guzar Gayaa Re

Yun i Nahin Dagmagaya Hoon Main(2)
Sambhalne Ko Hi Paas Aaya Hoon Main
Agar Jhooth Bole Qasam Doon Tujhe
Agar Chal Na Paaye, Qadam Doon Tujhe
Hamse Koi Khata Ho, Dena Jo Bhi Saza
Toote Na Re, Roothe Na Re, Chhoote Na Saath Hamara
Yaara Yaara Had Se Guzar Gayaa Re
Yaara Yaara Tu To Had Se Guzar Gayaa Re

Mujhe Jhoomne De, Mujhe Hai Nasha (2)
Tere Dil Mein Kya Hai, Mujhe Kya Pata
Agar Yun Nahin Bekhabar Hota Tu
To Phir Mera Hamsafar Hota Tu
Main To Itna Hi Samjhoon, Main To Itna Hi Janoo
Toote Na Re, Roothe Na Re, Chhoote Na Saath Hamara
Yaara Yaara Had Se Guzar Gayaa Re
Yaara Yaara Tu To Had Se Guzar Gayaa Re
Kaisi Mushkil Hai Rahein, Thame Chalna Ye Banhein
Toote Na Re, Roothe Na Re, Chhote Na Saath Hamara
Yaara Yaara Had Se Guzar Gayaa Re..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaara Main To Phisal Gaya

Yaara Main To Phisal Gaya is a song from Hum Tum 2004. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Prasoon Joshi. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Hum Tum 2004 album song list for more songs and album details.