Yaar Ki Khabar Mil Gai Lyrics, Singer & Song Details

Ram Balram 1980 album cover

Ram Balram 1980 Album Details

Vijay Anand
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Rekha, Ajit, Amjad Khan, Prem Chopra,

album songs
Yaar Ki Khabar Mil Gai
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Yaar Ki Khabar Mil Gai Lyrics

Song Title = Yaar Ki Khabar Mil Gai
Movie/album = Ram Balram (1980)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Vijay Anand

Mp3 Song Lyrics

((Ohoooooooo ohoh ohooooooo
Ohooooooooo ohoh ohooooooo

Hey yaar ki khabar mil gayee, gayee,
Pyar ki nazar mil gayee, gayee
Door thi bahut manzil apni, paas hi magar mil gayee, gayee
Ohhoooooooooooo

Yaar ki khabar mil gayee, gayee,
Pyar ki nazar mil gayee, gayee
Door thi bahut manzil apni, paas hi magar mil gayee, gayee
Ohhooooooooo ohhooooooooo

Aaaaaa aaaaaaaaa

Aisa hai sama ki hum dil lage thaamne,
Jaane kya payaam diya humein is shaam ne ho o ho
Aisa hai sama ki hum dil lage thaamne,
Jaane kya payaam diya humein is shaam ne
Bada tadpaaya mera dil kisi naam ne,
Aaya woh makaam ab nazron ke saamne
Nazron ke saamne,nazron ke saamne
Unki gali bhi humein mil jaayegi,
Jinki dagar mil gayee, gayee
Yaar ki khabar mil gayee, gayee,
Pyar ki nazar mil gayee, gayee
Door thi bahut manzil apni,
Paas hi magar mil gayee, gayee

Hey.... Hey
Aate jaate raston mein yaaron se yeh poocha,
Ek hi sawaal tha hazaaron se yeh poocha
Kahan pe woh phool hain bahaaron se yeh poocha,
Kahan pe woh chand sitaaron se yeh poocha
Sitaaron se yeh poocha,sitaaron se yeh poocha
Raat bhar hum jise dhoondhte rahe, ab woh saher mil gayee, gayee oh

hoooo
Oh ooo

Aahhhaaaaaa
Rasta bhula na de khushi manzil ki,
Sar pe khadi hai jo ghadi hai mushkil hai
Rasta bhula na de khushi manzil ki, s
Sar pe khadi hai jo ghadi hai mushkil hai
Humse ladi hain aankhen kis qaatil ki, hogi mulakaat kab dil se dil

ki
Dil se dil ki, dil se dil ki
Dil bhi kabhi na kabhi mil jaayenge, aankh agar mil gayee, gayee
Yaar ki khabar mil gayee,
Gayee
Pyar ki nazar mil gayee,
Gayee
Door thi bahut manzil apni, paas hi magar mil gayee, gayee
Ohhoooooooo ohhooooooooo..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Yaar Ki Khabar Mil Gai

Yaar Ki Khabar Mil Gai is a song from Ram Balram 1980. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Ram Balram 1980 album song list for more songs and album details.