Yaar Ki Gali Din Bahar Lyrics, Singer & Song Details

Ulta Seedha 1985 album cover

Ulta Seedha 1985 Album Details

Subodh Mukherji
Rajesh Roshan
Majrooh Sultanpuri
Raj Babbar, Rati Agnihotri

album songs
Yaar Ki Gali Din Bahar
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Yaar Ki Gali Din Bahar Lyrics

Song Title = Yaar Ki Gali Din Bahar
Movie/album = Ulta Seedha (1985)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Subodh Mukherji

Mp3 Song Lyrics

((Yaar ki gali din bahar ka haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye
Yaar ki gali din bahar ka haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye
Oo ho oo ho oo
Yaar ki gali din bahar ka haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye s
Oo ho oo ho oo

Ek teri nazar hai ek meri nazar hai
Ek teri nazar hai ek meri nazar hai
Bich me ab nahi yaar koi
Parda hai na diwar koi
Bas isi ka to intzar tha haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye
Oo ho oo ho oo

Baat chhup chhup ke
Meri jaan kar nahi
Raaj hai apna kisi ka dar nahi
Baat chhup chhup ke
Meri jaan kar nahi
Raaj hai apna kisi ka dar nahi
Pyar karle aaj to dil khol ke aa
Roj dilbar kaha milega
Aisa haseen mauka
Hath se mila hath yaar ka haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye
Oo ho oo ho oo

Dil tera bhi pyasa
Dil mera bhi pyasa
Dil tera bhi pyasa
Dil mera bhi pyasa
Yu to mai mohabbat me jani
Ke sar se gujar jaye pani
Is kadar ye dil bekarar tha haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye
Yaar ki gali din bahar ka haye
Aa gaya maza aaj pyar ka haye
Oo ho oo ho oo.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaar Ki Gali Din Bahar

Yaar Ki Gali Din Bahar is a song from Ulta Seedha 1985. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Ulta Seedha 1985 album song list for more songs and album details.