Yaado Ki Baarat Male Lyrics, Singer & Song Details

Yaadon Ki Baaraat 1973 album cover

Yaadon Ki Baaraat 1973 Album Details

Nasir Hussain
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora, Ajit Khan, Tariq Khan

album songs
Yaado Ki Baarat Male
Singer : Kishore Kumar, Mohammed Rafi

Yaado Ki Baarat Male Lyrics

Song Title = Yaado Ki Baarat Male
Movie/Album = Yaadon Ki Baarat (1973)
Singers = Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director =Rahul Dev Burman

Mp3 Song Lyrics

(( yado ki barat nikli hai aaj dil ke dware, dil ke dware
yado ki barat nikli hai aaj dil ke dware, dil ke dware
sapno ki shanayi bite dino ko pukare, dil ke dware
ho chedo tarane milan ke pyare pyare sang hamare

badle na apna ye aalam kabhi
jiwan me bichdenge na hum kabhi
badle na apna ye aalam kabhi
jiwan me bichdenge na hum kabhi
yu bhi jaoge aakhir kaha hoke hamare
yado ki barat nikli hai aaj dil ke dware, dil ke dware
sapno ki shanayi bite dino ko pukare, dil ke dware

aage bhi hoga jo uska karam
ye din to manayenge har sal hum
apne aangan nache gayenge chanda sitare
yado ki barat nikli hai aaj dil ke dware, dil ke dware
sapno ki shanayi bite dino ko pukare, dil ke dware..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yaado Ki Baarat Male

Yaado Ki Baarat Male is a song from Yaadon Ki Baaraat 1973. It is sung by Kishore Kumar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Yaadon Ki Baaraat 1973 album song list for more songs and album details.