Yaad Tumhari Jab Jab Lyrics, Singer & Song Details

Khoj 1989 album cover

Khoj 1989 Album Details

Keshu Ramsay
Bappi Lahiri
Anjaan
Rishi Kapoor, Naseruddin Shah, Kimi Katkar, Satish Shah

album songs
Yaad Tumhari Jab Jab
Singer : Nitin Mukesh Chand Mathur

Yaad Tumhari Jab Jab Lyrics

Song Title = Yaad Tumhari Jab Jab Aaye
Movie/album = Anjaan (1956), Khoj (1989)
Singers = Nitin Mukesh Chand Mathur
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Keshu Ramsay
Music Label = Gold Music

Mp3 Song Lyrics

((Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dino ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dilo ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye

Phul hi phul the kal raho mein
Kadam kadam pe aaj hai kate
Tum bichhade to kaun hai jo
Dard mere dil ka bate
Dard mere dil ka bate
Do din pyar khwab dikhake
Sari umar yu dil ko rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye

Teri talasha mein dar dar bhatke
Gali gali awaz lagayi
Kaha kaha na dhundha tujhko
Surat teri najar na aayi
Surat teri najar na aayi
Aawaze de kyu dil usko
Waqt kabhi jo laut na aaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye

Ye anhoni kyu ho jaye
Jagi kismat kyu so jaye
Sab kucehh milkar ek pal mein kyu
Ek pal mein sab kuchh kho jaye
Ek pal mein sab kuchh kho jaye
Aasu peekar kab tak koi
Pyase dil ki pyas bujhaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye
Yaad tumhari jab jab aaye
Bite dilo ki yaad rulaye
Lakh bulana chahu tujhko
Dil deewana bhul na paye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaad Tumhari Jab Jab

Yaad Tumhari Jab Jab is a song from Khoj 1989. It is sung by Nitin Mukesh Chand Mathur. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Khoj 1989 album song list for more songs and album details.