Yaad Teri Zindagi Ka Lyrics, Singer & Song Details

Laila Majnu 1953 album cover

Laila Majnu 1953 Album Details

K Amarnath
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Shammi Kapoor, Nutan, Ulhas

album songs
Yaad Teri Zindagi Ka
Singer : Asha Bhosle

Yaad Teri Zindagi Ka Lyrics

Song Title= Yaad Teri Zindagi Ka
Movie/album = Laila Majnu (1953)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ghulam Mohammad
Director = K. Amarnath
Music Label = Ultra

Mp3 Song Lyrics

((Main teri shama hoon
Ae kaisa tu parwaana hai
Tujhko deewaana jo kehta hai
Wo deewaanaa hai

Yaad teri zindagi ka
Yaad teri zindagi ka
Saaz ban kar reh gayi
Saaz ban kar reh gayi
Yaad teri zindagi ka
Dil ki har dhadkan teri
Dil ki har dhadkan teri
Aawaaz ban kar reh gayi
Saaz ban kar reh gayi
Yaad teri zindagi ka

Tu udhar naashaad hai aur
Main tadapti hoon idhar
Tu udhar naashaad hai aur
Main tadapti hoon idhar
Ho sake ab tak na duniya
Kya haki kat ki khabar
Naam paakar bhi muhabbat
Raaz ban kar reh gayi
Saaz ban kar reh gayi
Yaad teri zindagi ka

Kyun bhalaa dhadke mera dil
Ishq ke anjaam se
Kyun bhalaa dhadke mera dil
Ishq ke anjaam se
Yaad karta hai zamaana
Mujhko tere naam se
Har adaa meri tera
Andaaz ban kar reh gayi
Saaz ban kar reh gayi
Yaad teri zindagi ka
Saaz bankar reh gayi
Saaz bankar reh gayi
Yaad teri zindagi ka.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaad Teri Zindagi Ka

Yaad Teri Zindagi Ka is a song from Laila Majnu 1953. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Laila Majnu 1953 album song list for more songs and album details.