Yaad Teri Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Ugly Aur Pagli 2008 album cover

Ugly Aur Pagli 2008 Album Details

Sachin Khot
Anu Malik
Amitabh Verma
Ranvir Shorey, Mallika Sherawat

album songs
Yaad Teri Aaye
Singer : Mohit Chauhan

Yaad Teri Aaye Lyrics

Song Title = Yaad Teri Aaye
Movie/album = Ugly Aur Pagli (2008)
Singers = Mohit Chauhan
Song Lyricists = Amitabh Verma
Music Director = Anu Malik
Director = Sachin Khot

Mp3 Song Lyrics

((Hmm hmmm
Ek pal mein kya se kya hua
Jadoo sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua
Ek pal mein kya se kya hua
Jadoo sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua

Aayye yaad teri aaye jaaye
Hoo jaaye jaan bhi na jaaye

Hmmmm

Aayye yaad teri aaye jaaye
Hoo jaaye jaan bhi na jaaye

Suna suna sa hai mausam
Ujhal si shaam hai
Tanha tanha sa har rasta
Tanha makaam hai

Gumsum gumsum si lagti hai
Aai hai jo hawa
Chupke chupke sabse chupke
Roota hai aasmmaan
Bejaan dhadkan meri
Aankhon mein hai dua
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua

Aayye yaad teri aaye jaaye
Hoo jaaye jaan bhi na jaaye

Hmmmm

Kisne socha tha esha bhi aayega ek din
Khali khali hongein her palchin tere bin

Bechaine hai betaabi hai
Dil hai bujha bujha
Mara mara deewano sa
Phirta yahan wahan
Saasein ruki hui meri
Khamosh hai sada
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua

Aayye yaad teri aaye jaaye
Hmmm jaaye jaan bhi na jaaye

Ek pal mein kya se kya hua
Jadoo sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khudse juda hua

Aayye yaad teri aaye jaaye
Hoo jaaye jaan bhi na jaaye

Hmmmm hoo.. ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaad Teri Aaye

Yaad Teri Aaye is a song from Ugly Aur Pagli 2008. It is sung by Mohit Chauhan. Lyrics are credited to Amitabh Verma. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Ugly Aur Pagli 2008 album song list for more songs and album details.