Yaad Kar Yaad Kar Lyrics, Singer & Song Details

Sitapur Ki Geeta 1987 album cover

Sitapur Ki Geeta 1987 Album Details

Shibu Mitra
Master Sonik, Om Prakash Sonik
Verma Malik
Hema Malini, Rajesh Khanna, Rajan Sippy, Pran, Shoma Anand, Amjad Khan, Chandras

album songs
Yaad Kar Yaad Kar
Singer : Asha Bhosle

Yaad Kar Yaad Kar Lyrics

Song Title = Yad Kar Yad Kar
Movie/Album = Sitapur Ki Geeta (1987)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Verma Malik
Music Composer = Master Sonik, Om Prakash Sharma
Director = Shibu Mitra

Mp3 Song Lyrics

((Yaad kar yaad kar wo gujra jamana
Hum to bhule nahi
Tera kissa purana hum to bhule nahi
Hai wahi jo bane the tere julm ka nishana
Hum to bhule nahi
Tera kissa purana hum to bhule nahi
Yaad kar yaad kar

Tune ek suhagan ke jiwan ka bandhan toda
Tune ek suhagan ke jiwan ka bandhan toda
Milan se pahle bichad gaya tha
Ek hanso ka joda
Are ek hanso ka joda
Us tere sitam ka ab hai badla chukana
Hum to bhule nahi
Tera kissa purana hum to bhule nahi
Yaad kar yaad kar ho yaad kar

Hum dono ko aaj mukaddar amne samne laya
Hum dono ko aaj mukaddar amne samne laya
Bahut dino se intzar tha
Aaj wahi din aaya
Are aaj wahi din aaya
Kaun hai tune to hamko nahi pahchana
Hum to bhule nahi
Tera kissa purana hum to bhule nahi
Yaad kar yaad kar yaad kar

Padegi jispe najar hamari
Wo kaha bach ke jaye
Padegi jispe najar hamari
Wo kaha bach ke jaye
Aaj hi akhiri sham samjh le
Kal aaye na aaye
Tera kal aaye na aaye
Baithe hai baithe hai
Hum bhi tan ke nishana
Hum to bhule nahi
Tera kissa purana hum to bhule nahi
Yaad kar yaad kar yaad kar

Yaad kar yaad kar wo gujra jamana
Hum to bhule nahi
Tera kissa purana hum to bhule nahi
Yaad kar yaad kar yaad kar.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Yaad Kar Yaad Kar

Yaad Kar Yaad Kar is a song from Sitapur Ki Geeta 1987. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Master Sonik, Om Prakash Sonik. Read the lyrics above and view the Sitapur Ki Geeta 1987 album song list for more songs and album details.