Yaad Jab Aaye Teri Lyrics, Singer & Song Details

Mohar 1959 album cover

Mohar 1959 Album Details

P Jairaj
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Shammi Kapoor, Geeta Bali, Minu Mumtaz, Bhagwan, Lalita Pawar, Kuldip Kaur, Tiwa

album songs
Yaad Jab Aaye Teri
Singer : Talat Mahmood

Yaad Jab Aaye Teri Lyrics

Song Title = Yaad Jab Aaye Teri
Movie/Album = Mohar (1959)
Singers = Talat Mahmood
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = P. Jairaj
Music Label = Saregama

MP3 Song Lyrics

((Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri

Dil mera lagta nahi
Kuch mujhe bata nahi
Ye mujhe kya ho gaya
Kuch samajh aata nahi
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri

Ye andheri rate, ye andheri rate
Hai meri hi bate
Hai meri hi bate
Thokare khata rahu ashk barsata rahu
Hai yahi taqdeer me dil ko samjhata rahu
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri

Kya khushi ki aarzu
Jab khushi meri nahi
Maut sayad ho meri
Zindagi meri nahi
Yaad jab aaye teri apni gujri jindagi
Yaad kar leta hu, aah bar leta hu
Yaad jab aaye teri.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaad Jab Aaye Teri

Yaad Jab Aaye Teri is a song from Mohar 1959. It is sung by Talat Mahmood. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Mohar 1959 album song list for more songs and album details.