Yaad Aaye Woh Din Lyrics, Singer & Song Details

Chand Bujh Gaya 2005 album cover

Chand Bujh Gaya 2005 Album Details

Sharique Minhaj
None
None
Mukesh Ahuja, Ishrat Ali, Aliza

album songs
Yaad Aaye Woh Din
Singer : Hariharan

Yaad Aaye Woh Din Lyrics

Song Lyrics Title = Yaad Aaye Woh Din
Song Lyrics Movie = Chand Bujh Gaya (2004)
Singer = Hariharan
Music By = Info NA
Lyricist = Info NA

Mp3 Song Lyrics

((yad aye wo din jane kyu tere bin
aj kal jindagi lag rahi ajnabi
yad aye wo din jane kyu tere bin
aj kal jindagi lag rahi ajnabi
aise halat me koi kaise jiye
ik khusi ke liye kitne ansu piye
dil ki chahat hai kya ye mohabbat hai kya
dil ki chahat hai kya ye mohabbat hai kya

ankh bharne lagi kya gujrane lagi
aj dil pe sanam cha gaye gum hi gum
ankh bharne lagi kya gujrane lagi
aj dil pe sanam cha gaye gum hi gum
bhul kar bhi tujhe mai bhula na saka
pas aa na saka dur ja na saka
ho dil ki chahat hai kya ye mohabbat hai kya
dil ki chahat hai kya ye mohabbat hai kya

sath deta kaha koi bhi meharba
rasam ke nam par tumne feri najar
sath deta kaha koi bhi meharbaa
rasam ke nam par tumne feri najar
yad karke tujhe dil mera ro diya
maine kya pa liya maine kya kho diya
dil ki chahat hai kya ye mohabat hai kya
dil ki chahat hai kya ye mohabbat hai kya..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Yaad Aaye Woh Din

Yaad Aaye Woh Din is a song from Chand Bujh Gaya 2005. It is sung by Hariharan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Chand Bujh Gaya 2005 album song list for more songs and album details.