Yaad Aate Hain Lyrics, Singer & Song Details

Aaj Ka M L A ram avtar 1984 album cover

Aaj Ka M L A ram avtar 1984 Album Details

Dasari Narayana Rao
Bappi Lahiri
Indeevar
Rajesh Khanna, Shabana Azmi, Shatrughan Sinha, Javed Khan, Om Shivpuri Madan Pur

album songs
Yaad Aate Hain
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Yaad Aate Hain Lyrics

Song Lyrics Title = Yaad aate hai
Song Lyrics Movie = Aaj Ka M L A Ram Avtar 1984
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Dasari Narayana Rao
Music Label = Saregama
Starring = Rajesh Khanna, Shabana Azmi, Shatrughan Sinha,
Asrani, Om Shivpuri, Madan Puri
Release on = 2nd March, 1984


mp3 songs


Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Beete din jaan leke jate hai
Tut kar bhi ye tutate hi nahi
Tut kar bhi ye tutate hi nahi
Jindagi bhar ke ye to naate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai

Der lagti hai badalate mosam
Log kya jaldi badal jate hai
Der lagti hai badalate mosam
Log kya jald badal jate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai

Dekh kar humko ji rahe the jo
Aaj munh bhi nahi dikhate hai
Dekh kar humko ji rahe the jo
Aaj munh bhi nahi dikhate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai

Saans bhi bojh hai unse puchho
Lash apni jo khud uthate hai
Saans bhi bojh hai unse puchho
Lash apni jo khud uthate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Beete din jaan leke jate hai
Tut kar bhi ye tutate hi nahi
Tut kar bhi ye tutate hi nahi
Jindagi bhar ke ye to naate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai
Wo jo bichhade hai yaad aate hai...


Posted by : {Anamika Tyagi}

About Yaad Aate Hain

Yaad Aate Hain is a song from Aaj Ka M L A ram avtar 1984. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Aaj Ka M L A ram avtar 1984 album song list for more songs and album details.