Ya Rabba Kaisi Preet Hai Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Charles 2015 album cover

Main Aur Charles 2015 Album Details

Prawaal Raman
Bally Grunge
Rohan Moktali
Randeep Hooda, Adil Hussain, Richa Chadda, Tisca Chopra, Alexx O Nell

album songs
Ya Rabba Kaisi Preet Hai
Singer : Saugat Upadhaya

Ya Rabba Kaisi Preet Hai Lyrics

Song Title = Ya Rabba Kaisi Preet Hai
Movie/album = Main Aur Charles (2015)
Singers = Saugat Upadhaya
Song Lyricists = Rohan Moktali
Music Composer = Bally Grunge
Director = Prawaal Raman
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Ranjishein mohabbat hain
Khud pe hi hairaan hain hum
Dhunki aisi laagi hai
Zamaane mein badnaam hain hum

Teri raahon mein sajda karti hoon
Na bann tu sangdil
Meri rooh mein tu hi shamil hai
Tu hi meri manzil, o ho..

Ik aadat saa tu ban gaya hai ban gaya hai
Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon
Dil baawra ho gaya hai

Dhadkan meri jashn pe bhi
Tujhko hi bas pukaare
Ye dil mera deewana

Maine kyun marz ye le liya hai
Khud ko kyun khud ko kyun
Dard ye de diya hai
Ye kasak kaisi hai
Dassta hai humraaton ka samaa

Teri fitrat mein bewafaai hai
Mere gham se tu anjaan
Tere ishq mein be-garari hai
Zidd tujhpe hai qurbaan
Teri chahat ka rang chadh gaya hai,
Chadh gaya hai

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon
Dil baawra ho gaya hai

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon

Ya rabba kaisi preet hai
Jo maari maari main firti hoon
Kyun ishq mein kamli ho gayi main
Din rain main aahein ab bharti hoon...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ya Rabba Kaisi Preet Hai

Ya Rabba Kaisi Preet Hai is a song from Main Aur Charles 2015. It is sung by Saugat Upadhaya. Lyrics are credited to Rohan Moktali. Music information: Bally Grunge. Read the lyrics above and view the Main Aur Charles 2015 album song list for more songs and album details.