Ya Rab Tere Karam Se Lyrics, Singer & Song Details

Niaz Aur Namaz 1977 album cover

Niaz Aur Namaz 1977 Album Details

A Shamsheer
Shyamji Ghanshyamji
None
Keshto Mukherjee, Lalita Pawar

album songs
Ya Rab Tere Karam Se
Singer : Lata Mangeshkar

Ya Rab Tere Karam Se Lyrics

Song Title = Ya Rabb Tere Karam Se Hai
Movie/album = Niaz Aur Namaz (1977)
Singers = Lata Mangeshkar
Music By = Shamji Ghanshyamji

Mp3 Song Lyrics

((ya rab tere karam se hai ye iltiza meri
koi khata nahi hai yahi hai khata meri
sata le jamana mujhe bebasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
sata le jamana mujhe bebasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
satale jamana mujhe bebasi me

meri begunahi pe ilzam rakh de
meri begunahi pe ilzam rakh de
jamana jo chahe mera nam rakh de
ke aata hai jeena mujhe bekasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
satale jamana mujhe bebasi me

mujhe dar nahi koi ranjo alam ka
mujhe dar nahi koi ranjo alam ka
sahe ambe aaka karam hai to gum kya
mukkadar bhi shamil rahe dusmani me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
satale jamana mujhe bebasi me

mere kamli wale ko sabki khabar hai
mere kamli wale ko sabki khabar hai
mere hale dil par bhi unki najar hai
badal denge wo gum ke aasu khushi me
badal denge wo gum ke aasu khushi me
aasu khushi me

satale jamana mujhe bebasi me
bala se agar aaye gum jindagi me
sahara hai mujhko habibe khuda ka
rasule khuda ka
sata le jamana mujhe bebasi me))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ya Rab Tere Karam Se

Ya Rab Tere Karam Se is a song from Niaz Aur Namaz 1977. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: Shyamji Ghanshyamji. Read the lyrics above and view the Niaz Aur Namaz 1977 album song list for more songs and album details.