Ya Khuda Soyi Kismat Lyrics, Singer & Song Details

Mere Gharib Nawaz 1973 album cover

Mere Gharib Nawaz 1973 Album Details

Mehboob Sarwar
None
None
Satish Arora, Nazneen, Agha, Jalal Aga, Renuka, Mukri, Bharat Bhushan, Jagdeep

album songs
Ya Khuda Soyi Kismat
Singer : Mohammed Rafi

Ya Khuda Soyi Kismat Lyrics

Song Title = Ya Khuda Soyi Kismat
Movie/Album = Mere Gharib Nawaz - 1973
Singer(s) = Mohammad Rafi

Mp3 Song Lyrics

((ya khuda soyi kismat jaga de
har musalmaan ko haaji bana de) - (2)

gird ka sab log ghumein, naam ehmad ka le leke jhumein
baksh dena tu sabki khataaye -2 sangeaswad ko jis waqt chumein
apani shaane karimein dikha de
har musalmaan ko haaji bana de
ya khuda soyi kismat jaga de
har musalmaan ko haaji bana de

kar de kuchh aisi banda nawaaji, sab bane panj wakta nawaaji
marke paaye shahaadat ka darja -2
jinda rehkar ke kehlaaye gaaji
ips kuraan se sabko kara de
har musalmaan ko haaji bana de
ya khuda soyi kismat jaga de
har musalmaan ko haaji bana de

jindagi dard mein kat rahi hai
teri rehmat kahaan bat rahi hai
dheere dheere kahin bujh na jaaye -2
roshani din badin ghat rahi hai
shamme imaan ki lau bana de
har musalmaan ko haaji bana de
ya khuda soyi kismat jaga de
har musalmaan ko haaji bana de

aa rahi hai sada aasmaan se
koyi bichhade na iss kaarwaan se
nek badsaat pahunche madina -2
sab mile maalike do jahaan se
apane mehbub ka ghar dikha de
har musalmaan ko haaji bana de
ya khuda soyi kismat jaga de
har musalmaan ko haaji bana de -3 ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ya Khuda Soyi Kismat

Ya Khuda Soyi Kismat is a song from Mere Gharib Nawaz 1973. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Mere Gharib Nawaz 1973 album song list for more songs and album details.