Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics, Singer & Song Details

Laila Majnu 1953 album cover

Laila Majnu 1953 Album Details

K Amarnath
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Shammi Kapoor, Nutan, Ulhas

album songs
Ya Ilaahi Ho Mubaarak
Singer : Asha Bhosle

Ya Ilaahi Ho Mubaarak Lyrics

Song Title= Ya Ilaahi Ho Mubaarak
Movie/album = Laila Majnu (1953)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ghulam Mohammad
Director = K. Amarnath
Music Label = Ultra

Mp3 Song Lyrics

((Ya ilaahi ho mubaarak
Tujhko yeh tera jahaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak

Main woh bulbul hoon
Ki jiska aashiyana lut gaya
Aarzooyen mit gayin,
Dil ka khazaana lut gaya
Fasal e gul aane se pehle,
Aa gayi fasal e khizaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak

Haay kis manzil pe laayi
Meri barbaadi mujhe
Chaand sooraj keh rahe hain
Aaj fariyaadi mujhe
Bebasi per meri maatam
Kar raha hai aasmaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak
Tujhko yeh tera jahaan
Dil ki barbaadi pe bajti hain yahaan shehnaaiyaan
Ya ilaahi ho mubaarak.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Ya Ilaahi Ho Mubaarak

Ya Ilaahi Ho Mubaarak is a song from Laila Majnu 1953. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Laila Majnu 1953 album song list for more songs and album details.